Is tarah toraa meraa dil

इस तरह तोड़ा मेरा दिल्
Work
Year
Language

इस तरह तोड़ा मेरा दिल क्‌या मेरा दिल दिल न था -2
ये तो कह जाते तुम्हारे प्यार के क़ाबिल न था
इस तरह तोड़ा …

आपको अपना समझ कर अपनी क़िस्मत सौंप दी
अपने अरमाँ दे दिए अपनी मोहब्बत सौंप दी -2
किसलिए वो ख़्वाब देखे जिनसे कुछ हासिल न था
इस तरह तोड़ा …

जाते-जाते कुछ गिला कोई शिक़ायत तो हुई
हम भी राहों में पड़े थे पर इनायत ना हुई -2
एक ठोकर ही लगाते ये तो कुछ मुश्क़िल न था
इस तरह तोड़ा …

is tarah toṛā merā dil k‌yā merā dil dil na thā -2
ye to kah jāte tumhāre pyār ke qābil na thā
is tarah toṛā …

āpko apnā samajh kar apnī qismat sauṅp dī
apne armāṇ de die apnī mohabbat sauṅp dī -2
kislie vo khvāb dekhe jinse kuchh hāsil na thā
is tarah toṛā …

jāte-jāte kuchh gilā koī śhiqāyat to huī
ham bhī rāhoṅ meṅ paṛe the par ināyat nā huī -2
ek ṭhokar hī lagāte ye to kuchh muśhqil na thā
is tarah toṛā …