इस तरह आशिक़ी का असर छोड़ जाऊँगा
इस तरह आशिक़ी का असर छोड़ जाऊँगा -3
तेरे चेहरे पे अपनी नज़र छोड़ जाऊँगा -2
इस तरह आशिक़ी का …
मैं दीवाना बन गया हूँ कैसी ये मुहब्बत है
ज़िन्दगी से बढ़कर अब तेरी ज़रूरत है
मुझको तू चाहिए तेरा प्यार चाहिए
एक बार नहीं सौ बार चाहिए
हर साँस मैं अपनी तुझपे लुटाऊँगा
दिल के लहू से तेरी माँग सजाऊँगा
तेरे चेहरे पे अपनी …
प्यार क्या है दर्द क्या है दीवाने समझते हैं
इश्क़ में जलने का मतलब आशिक़ ही समझते हैं
मैं तड़पता हूँ तुझसे कुछ न कहूँ
बिन कहे भी मगर मैं तो रह न सकूँ
इस बेखुदी में आखिर कहाँ चैन पाऊँगा
मर के भी मैं तुझसे जुदा हो न पाऊँगा
तेरे चेहरे पे अपनी …
is tarah āśhiqī kā asar chhoṛ jāūṇgā -3
tere chehre pe apnī nazar chhoṛ jāūṇgā -2
is tarah āśhiqī kā …
maiṅ dīvānā ban gayā hūṇ kaisī ye muhabbat hai
zindgī se baṛhkar ab terī zarūrat hai
mujhko tū chāhie terā pyār chāhie
ek bār nahīṅ sau bār chāhie
har sāṇs maiṅ apnī tujhpe luṭāūṇgā
dil ke lahū se terī māṇg sajāūṇgā
tere chehre pe apnī …
pyār kyā hai dard kyā hai dīvāne samajhte haiṅ
iśhq meṅ jalne kā matalab āśhiq hī samajhte haiṅ
maiṅ taṛaptā hūṇ tujhse kuchh na kahūṇ
bin kahe bhī magar maiṅ to rah na sakūṇ
is bekhudī meṅ ākhir kahāṇ chain pāūṇgā
mar ke bhī maiṅ tujhse judā ho na pāūṇgā
tere chehre pe apnī …