तक़दीर कहाँ ले जाएगी मालूम नहीं
तक़दीर कहाँ ले जाएगी मालूम नहीं
लेकिन है यक़ीं आएगी मंज़िल आएगी मंज़िल
तक़दीर कहाँ ले …
पैरों की थकन कहती है ठहर
मुश्किल है डगर लम्बा है सफ़र
पर दिल कहता है गर्दिश भी आख़िर तो कहीं पहुँचाएगी
तक़दीर कहाँ ले …
सूरत पे मेरी तुम मत जाओ
और हाल भी मेरा मत पूछो
अब मेरी तबीयत बातों से कुछ भी न बहलने पाएगी
तक़दीर कहाँ ले …
taqdīr kahāṇ le jāegī mālūm nahīṅ
lekin hai yaqīṅ āegī maṅzil āegī maṅzil
taqdīr kahāṇ le …
pairoṅ kī thakan kahtī hai ṭhahar
muśhkil hai ḍagar lambā hai safar
par dil kahtā hai gardiśh bhī ākhir to kahīṅ pahuṇchāegī
taqdīr kahāṇ le …
sūrat pe merī tum mat jāo
aur hāl bhī merā mat pūchho
ab merī tabīyat bātoṅ se kuchh bhī na bahalne pāegī
taqdīr kahāṇ le …