Title (Indic)आँसू की बूँद है कभी जीवन् WorkTapasya Year1976 LanguageHindi Credits Role Artist Music Vijay Kumar Performer Aarti Mukherjee Writer Naqsh Lyallpuri LyricsHindi(आँसू की बूँद है कभी, जीवन कभी मुस्कान है) -2 आँसू की बूँद (बरसात की, उलझन में जा आशाओं के, दीपक जला) -2 जीना बहुत मुश्किल सही, मरना कहाँ आसान है आँसू की बूँद (जो बात है दिल में दबी खोई न आँखों में कहीं) -2 थम जाएगा दिल में तेरा, जो दर्द का तूफ़ान है आँसू की बूँद (बाज़ी उस की मौत हो भूले जो अपने आप को) -2 उस ने गगन को छू लिया, अपने जिसे पहचान है आँसू की बूँद है कभी, जीवन कभी मुस्कान है आँसू की बूँद् English(āṇsū kī būṇd hai kabhī, jīvan kabhī muskān hai) -2 āṇsū kī būṇd (barsāt kī, uljhan meṅ jā āśhāoṅ ke, dīpak jalā) -2 jīnā bahut muśhkil sahī, marnā kahāṇ āsān hai āṇsū kī būṇd (jo bāt hai dil meṅ dabī khoī na āṇkhoṅ meṅ kahīṅ) -2 tham jāegā dil meṅ terā, jo dard kā tūfān hai āṇsū kī būṇd (bāzī us kī maut ho bhūle jo apne āp ko) -2 us ne gagan ko chhū liyā, apne jise pahchān hai āṇsū kī būṇd hai kabhī, jīvan kabhī muskān hai āṇsū kī būṇd