Tang main aa gayaa hoon javaanee se

तंग मैं आ गया हूँ जवानी से
Work
Year
Language

तंग मैं आ गया हूँ जवानी से
पास आओ ज़रा मेहरबानी से
तंग मैं आ गई इस कहानी से

आग लगा के दिल में समा के
देखो ऐसे हँसो न तीर चला के
सुनो समझो मेरी बात जी
ज़रा दिल पे रख दो हाथ जी
आग बुझती नहीं दिल की पानी से

दर्द लिया दिल जो दिया है
तुमने अपना ख़ुद ये हाल किया है
बहानों से तुम मत नाम लो
हाथ न थाम लो बेईमानी से

हाथ पकड़ लो मान भी जाओ
बातों-बातों में सनम रूठ गए हो
मेरे दिल की दुनिया खिल गई
मुझे सारी दुनिया मिल गई
और माँगूँ मैं क्‌या ज़िन्दगानी से

taṅg maiṅ ā gayā hūṇ javānī se
pās āo zarā meharbānī se
taṅg maiṅ ā gaī is kahānī se

āg lagā ke dil meṅ samā ke
dekho aise hṇso na tīr chalā ke
suno samjho merī bāt jī
zarā dil pe rakh do hāth jī
āg bujhtī nahīṅ dil kī pānī se

dard liyā dil jo diyā hai
tumne apnā khud ye hāl kiyā hai
bahānoṅ se tum mat nām lo
hāth na thām lo beīmānī se

hāth pakaṛ lo mān bhī jāo
bātoṅ-bātoṅ meṅ sanam rūṭh gae ho
mere dil kī duniyā khil gaī
mujhe sārī duniyā mil gaī
aur māṇgūṇ maiṅ k‌yā zindgānī se