तन टना टन टन टन टारा चलती है क्या नौ से बारह्
आँख लड़ा के तूने मारा घायल हो गया दिल बेचारा
सुना है तेरे चाहने वाले आगे दस हैं पीछे बारह
मुझको अपना चाँद बना ले चमका दे किस्मत का तारा
एक बार से दिल नहीं भरता मुड़ के देख मुझे दोबारा
टन टना टन टन टन टारा चलती है क्या नौ से बारह
खड़ी खड़ी क्या सोच रही है चल हो जाएं नौ दो ग्यारह
टन टना टन …
रात के show की दो टिकटें हैं खोल के purse मैं दिखलाऊं
चिपक के बैठूं साथ तेरे मैं Taxi में ले जाऊं
समझ न मुझको ऐसा वैसा मेरे बटुए में है पैसा
तुझे खिलाऊंगा जी भर के गरम समोसा इडली डोसा
तू है मेरी पेप्सी कोला मैं तेरा हूँ कोका कोला
interval में पियेंगे दोनों बर्फ़ में लगा हुआ mangola
जल्दी कर कि चढ़ न जाए thermometer का ये पारा
एक बार से दिल …
फ़िल्मी धुन पे देख के तुझको सीटी रोज़ बजाऊं
बहुत दिनों से सोच रहा था फ़िल्म मैं तुझे दिखाऊं
शुक्रवार की शाम हसीं है नई नई ये फ़िल्म लगी है
गर्मी की न होगी tension theatre है वो air conditioned
फ़िल्म हसीं वो जान-ए-मन है ये फ़िल्मों में number one है
गोविन्दा है हीरो उसका और माधुरी हीरोइन है
पिछली सीट की दो टिकटें हैं गुपचुप प्यार करेंगे यारा
एक बार से दिल …
āṇkh laṛā ke tūne mārā ghāyal ho gayā dil bechārā
sunā hai tere chāhne vāle āge das haiṅ pīchhe bārah
mujhko apnā chāṇd banā le chamkā de kismat kā tārā
ek bār se dil nahīṅ bhartā muṛ ke dekh mujhe dobārā
ṭan ṭanā ṭan ṭan ṭan ṭārā chaltī hai kyā nau se bārah
khaṛī khaṛī kyā soch rahī hai chal ho jāeṅ nau do gyārah
ṭan ṭanā ṭan …
rāt ke show kī do ṭikṭeṅ haiṅ khol ke purse maiṅ dikhlāūṅ
chipak ke baiṭhūṅ sāth tere maiṅ Taxi meṅ le jāūṅ
samajh na mujhko aisā vaisā mere baṭue meṅ hai paisā
tujhe khilāūṅgā jī bhar ke garam samosā iḍlī ḍosā
tū hai merī pepsī kolā maiṅ terā hūṇ kokā kolā
interval meṅ piyeṅge donoṅ barf meṅ lagā huā mangola
jaldī kar ki chaṛh na jāe thermometer kā ye pārā
ek bār se dil …
filmī dhun pe dekh ke tujhko sīṭī roz bajāūṅ
bahut dinoṅ se soch rahā thā film maiṅ tujhe dikhāūṅ
śhukravār kī śhām hasīṅ hai naī naī ye film lagī hai
garmī kī na hogī tension theatre hai vo air conditioned
film hasīṅ vo jān-e-man hai ye filmoṅ meṅ number one hai
govindā hai hīro uskā aur mādhurī hīroin hai
pichhlī sīṭ kī do ṭikṭeṅ haiṅ gupchup pyār kareṅge yārā
ek bār se dil …