तमन्ना-ए-परेशां-दिल ने फिर तुमको
मु: तमन्ना-ए-परेशां-दिल ने फिर तुमको पुकारा है
ज़रा आकर तो देखो हाल-ए-दिल ये दिल तुम्हारा है
आ: भला आऊँ तो कैसे जीते जी दुनिया ने मारा है
जहाँ वालों के आगे क्या करूँ दिल बेसहारा है
दो: तमन्ना-ए-परेशां …
मु: सितारे मेरी हालत देख के चुपचाप रोते हैं
यही रातों का आलम और यही दिन का नज़ारा है
तमन्ना-ए-परेशां …
आ: मुझे तुम भूल जाओ ख़्वाब तो टूटा ही करते हैं
सिवा मेरे जहाँ में आज भी सब कुछ तुम्हारा है
तमन्ना-ए-परेशां …
दो: रहो चाहे जहाँ भी दिल से तुम जाने न पाओगे
भला हो इस जहां का हर कोई दुश्मन हमारा है
भला हो इस जहां का
मु: हर कोई दुश्मन हमारा है
mu: tamannā-e-pareśhāṅ-dil ne phir tumko pukārā hai
zarā ākar to dekho hāl-e-dil ye dil tumhārā hai
ā: bhalā āūṇ to kaise jīte jī duniyā ne mārā hai
jahāṇ vāloṅ ke āge kyā karūṇ dil beshārā hai
do: tamannā-e-pareśhāṅ …
mu: sitāre merī hālat dekh ke chupchāp rote haiṅ
yahī rātoṅ kā ālam aur yahī din kā nazārā hai
tamannā-e-pareśhāṅ …
ā: mujhe tum bhūl jāo khvāb to ṭūṭā hī karte haiṅ
sivā mere jahāṇ meṅ āj bhī sab kuchh tumhārā hai
tamannā-e-pareśhāṅ …
do: raho chāhe jahāṇ bhī dil se tum jāne na pāoge
bhalā ho is jahāṅ kā har koī duśhman hamārā hai
bhalā ho is jahāṅ kā
mu: har koī duśhman hamārā hai