Title (Indic)अजी ओ ताश के बावन पत्ते पंजे छक्के सत्ते WorkTamanna Year1969 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji-Anandji Performer Mukesh Writer Anand Bakshi LyricsHindiअजी ओ ताश के बावन पत्ते पंजे छक्के सत्ते सब के सब हरजाई मैं तो लुट गया मैं तो लुट गया राम दुहाई -2 ताश के बावन … दान यतीमों को देता तो दानी मैं कहलाता ख़ुश हो जाती बीवी जो उसके गहने बनवाता -2 मैने काग़ज़ की बेगम से काहे आँख लड़ाई मैं तो लुट गया … अपने दिल का चैन भी हारा और दौलत भी हारी मालिक ने इंसान बनाया मैं बन गया जुआरी -2 गली-गली में हो गई यारों आज मेरी रुसवाई मैं तो लुट गया … Englishajī o tāśh ke bāvan patte paṅje chhakke satte sab ke sab harjāī maiṅ to luṭ gayā maiṅ to luṭ gayā rām duhāī -2 tāśh ke bāvan … dān yatīmoṅ ko detā to dānī maiṅ kahlātā khuśh ho jātī bīvī jo uske gahne banvātā -2 maine kāġhaz kī begam se kāhe āṇkh laṛāī maiṅ to luṭ gayā … apne dil kā chain bhī hārā aur daulat bhī hārī mālik ne iṅsān banāyā maiṅ ban gayā juārī -2 galī-galī meṅ ho gaī yāroṅ āj merī rusvāī maiṅ to luṭ gayā …