Tak dhin dhin tak milte hee tujhe dil naach uthaa

तक धिन धिन तक मिलते ही तुझे दिल नाच उठा
Work
Year
Language

तक धिन धिन तक -4
मिलते ही तुझे दिल नाच उठा
तक धिन धिन तक -2
जीने की तमन्ना जाग उठी हो
इस दिल में क़यामत के दिन तक
तक धिन धिन तक -2
मिलते ही तुझे …

ऐसाअ मौसम तो आया न था ऐसा जादू तो छाया न था
ऐसी हालत तो पहले न थी -2
ख़ुशियां जाग उठीं मन में अब न ग़म है जीवन में
जी चाहे मैं उड़ जाऊं अम्बर छू के मैं आऊं
ओ ओ जीने की तमन्ना …

दुनिया बदली सी लगने लगी सोई धड़कन क्‌यों जगने लगी
रंग मौसम बदलने लगा मेरा दिल भी मचलने लगा
सच्चा हो गया सपना मुझको मिल गया अपना
अरमानों की बस्ती में अब रहना है मस्ती में
ओ जीने की तमन्ना …

tak dhin dhin tak -4
milte hī tujhe dil nāch uṭhā
tak dhin dhin tak -2
jīne kī tamannā jāg uṭhī ho
is dil meṅ qayāmat ke din tak
tak dhin dhin tak -2
milte hī tujhe …

aisāa mausam to āyā na thā aisā jādū to chhāyā na thā
aisī hālat to pahle na thī -2
khuśhiyāṅ jāg uṭhīṅ man meṅ ab na ġham hai jīvan meṅ
jī chāhe maiṅ uṛ jāūṅ ambar chhū ke maiṅ āūṅ
o o jīne kī tamannā …

duniyā badlī sī lagne lagī soī dhaṛkan k‌yoṅ jagne lagī
raṅg mausam badalne lagā merā dil bhī machalne lagā
sachchā ho gayā sapnā mujhko mil gayā apnā
armānoṅ kī bastī meṅ ab rahnā hai mastī meṅ
o jīne kī tamannā …