Tadbeer kaa ho teer aur taqdeer nishaanaa

तदबीर का हो तीर और तक़दीर निशाना
Work
Year
Language

तदबीर का हो तीर और तक़दीर निशाना -2
फिर देखना क़दमों पे झुकेगा ये ज़माना
झुकेगा ये ज़माना


सोये है तेरे भाग तो ठोकर से जगा ले
तू चाहे तो आकाश भी क़दमों पर गिरा ले
क़दमों पर गिरा ले
मशहूर होगा दूर तक जब तेरा फ़साना

फिर देखना क़दमों पे झुकेगा ये ज़माना
झुकेगा ये ज़माना
तदबीर का हो तीर और तक़दीर निशाना
फिर देखना क़दमों पे झुकेगा ये ज़माना
झुकेगा ये ज़माना

हो ओ
जीतेगा तू दुनिया में गर क़िस्मत से लड़ेगा
पीछे चलेगा ये जहाँ तू आगे बढ़ेगा
तू आगे बढ़ेगा
आ सीख ले तदबीर की शम्शीर चलाना

फिर देखना क़दमों पे झुकेगा ये ज़माना
झुकेगा ये ज़माना
तदबीर का हो तीर और तक़दीर निशाना
फिर देखना क़दमों पे झुकेगा ये ज़माना
झुकेगा ये ज़माना

हो ओ
नइया तेरी मझधार की मौजों में फँसी हो
ऐसी मुसीबत में भी तेरे लब पे हँसी हो
तेरे लब पे हँसी हो
फ़रियाद न करना कभी आँसू न बहाना

फिर देखना क़दमों पे झुकेगा ये ज़माना
झुकेगा ये ज़माना
तदबीर का हो तीर और तक़दीर निशाना
फिर देखना क़दमों पे झुकेगा ये ज़माना
झुकेगा ये ज़माना

tadbīr kā ho tīr aur taqdīr niśhānā -2
phir dekhnā qadmoṅ pe jhukegā ye zamānā
jhukegā ye zamānā

o
soye hai tere bhāg to ṭhokar se jagā le
tū chāhe to ākāśh bhī qadmoṅ par girā le
qadmoṅ par girā le
maśhhūr hogā dūr tak jab terā fasānā

phir dekhnā qadmoṅ pe jhukegā ye zamānā
jhukegā ye zamānā
tadbīr kā ho tīr aur taqdīr niśhānā
phir dekhnā qadmoṅ pe jhukegā ye zamānā
jhukegā ye zamānā

ho o
jītegā tū duniyā meṅ gar qismat se laṛegā
pīchhe chalegā ye jahāṇ tū āge baṛhegā
tū āge baṛhegā
ā sīkh le tadbīr kī śhamśhīr chalānā

phir dekhnā qadmoṅ pe jhukegā ye zamānā
jhukegā ye zamānā
tadbīr kā ho tīr aur taqdīr niśhānā
phir dekhnā qadmoṅ pe jhukegā ye zamānā
jhukegā ye zamānā

ho o
naiyā terī majhdhār kī maujoṅ meṅ phṇsī ho
aisī musībat meṅ bhī tere lab pe hṇsī ho
tere lab pe hṇsī ho
fariyād na karnā kabhī āṇsū na bahānā

phir dekhnā qadmoṅ pe jhukegā ye zamānā
jhukegā ye zamānā
tadbīr kā ho tīr aur taqdīr niśhānā
phir dekhnā qadmoṅ pe jhukegā ye zamānā
jhukegā ye zamānā