तडप ये दिन रात की, कसक ये बिन बात की
तड़प ये दिन रात की, कसक ये बिन बात की
भला ये रोग है कैसा, सजन अब तो बता दे, अब तो बता दे
बिना कारण उदासी क्यों अचानक घिरके आती है
थका जाती है क्यों मुझको बदन क्यों तोड़ जाती है
हैं आखिर कौन से बंधन जो मुझसे खुल नहीं पाते
ये बादल बेबसी के क्यों बरस कर धुल नहीं जाते
taṛap ye din rāt kī, kasak ye bin bāt kī
bhalā ye rog hai kaisā, sajan ab to batā de, ab to batā de
binā kāraṇ udāsī kyoṅ achānak ghirke ātī hai
thakā jātī hai kyoṅ mujhko badan kyoṅ toṛ jātī hai
haiṅ ākhir kaun se baṅdhan jo mujhse khul nahīṅ pāte
ye bādal bebsī ke kyoṅ baras kar dhul nahīṅ jāte