ताज़ा ताज़ा बहका बहका मामला ज़बरदस्त्
एक लड़की बेक़रार है
रूठे बार बार है
झूठा गुस्सा सच्चा प्यार है
अब आगे क्या कहूँ
आज सोमवार है
Come on इशा
हुआ ये क्या क्या क्या ऐ इशा
कहूँ मैं क्या क्या क्या ऐ इशा
ताज़ा ताज़ा बहका बहका मामला ज़बरदस्त
तेरी अदाएं हैं मस्त
चल चलेंगे चाँदनी में छोड़ दे नज़ाकत
तेरी अदाएं हैं मस्त
ताज़ा ताज़ा …
यारी तेरी यारी प्यारी है मुझे
पर हट के मैं हूँ लड़की
कभी छूना ना मुझे
ऊपर से है ना ना अंदर से है हाँ
साया हूँ मैं साया तू जाएगी कहाँ
आजू बाजू आता है क्यूँ ये नहीं शराफ़त
अरे मेरे इरादे हैं सख़्त
ताज़ा ताज़ा …
मस्ती का है मौक़ा आ जा पास में
किस ने तुझ को रोका गरमी है साँस में
सोलह मैं तू सत्रह simple बात है
अरे दुनिया क्या कहेगी तेरा चंचल साथ है
आँखें मीचे आ जा पीछे प्यार है ज़रूरत
अच्छा
ओ तेरी अदाएं हैं मस्त
ताज़ा ताज़ा …
लल्ल लल्ला
it's must
ek laṛkī beqrār hai
rūṭhe bār bār hai
jhūṭhā gussā sachchā pyār hai
ab āge kyā kahūṇ
āj somvār hai
Come on iśhā
huā ye kyā kyā kyā ai iśhā
kahūṇ maiṅ kyā kyā kyā ai iśhā
tāzā tāzā bahkā bahkā māmlā zabardast
terī adāeṅ haiṅ mast
chal chaleṅge chāṇdnī meṅ chhoṛ de nazākat
terī adāeṅ haiṅ mast
tāzā tāzā …
yārī terī yārī pyārī hai mujhe
par haṭ ke maiṅ hūṇ laṛkī
kabhī chhūnā nā mujhe
ūpar se hai nā nā aṅdar se hai hāṇ
sāyā hūṇ maiṅ sāyā tū jāegī kahāṇ
ājū bājū ātā hai kyūṇ ye nahīṅ śharāfat
are mere irāde haiṅ sakht
tāzā tāzā …
mastī kā hai mauqā ā jā pās meṅ
kis ne tujh ko rokā garmī hai sāṇs meṅ
solah maiṅ tū satrah simple bāt hai
are duniyā kyā kahegī terā chaṅchal sāth hai
āṇkheṅ mīche ā jā pīchhe pyār hai zarūrat
achchhā
o terī adāeṅ haiṅ mast
tāzā tāzā …
lall lallā
it's must