Taanaanaa dhir taanaanaa paas hamaare aanaa naa haa

तानाना धिर तानाना पास हमारे आना ना हा
Work
Year
Language

तानाना धिर तानाना पास हमारे आना ना हा
बाद में तुम पछताओगे देखो आँख लड़ाना ना हा
ओय तानाना …
मुश्किल में पड़ जाओगे आगे बात बढ़ाना ना
हे तानाना …

ऐसे लड़कों को मैं तो जानूं
ओ बड़ी अच्छी तरह पहचानूं
हो तेरी कातिल नज़र है तिरछी
तू लगे मुझको तीखी मिरची
हो शोर मचाऊंगी सबको बुलाऊंगी
छेड़ न तू मुझको
बाहें मरोड़ूंगा ऐसे ना छोड़ूंगा
फिर से मुझे तू डराना ना
ऐ तानाना …

हे हो तुझे अच्छे से मैं जानता हूँ
हो तेरी नीयत को पहचानता हूँ
अरे जा जा ओ लड़के कंवारे
हो मैं समझती हूँ तेरे इशारे
दे दे मुझे दे दे मेरी निशानी
न सीने में इसको छुपा
दूर से जो तुझे कहना है कह ले
यूं मुझको हाथ लगाना ना
तानाना …

tānānā dhir tānānā pās hamāre ānā nā hā
bād meṅ tum pachhtāoge dekho āṇkh laṛānā nā hā
oy tānānā …
muśhkil meṅ paṛ jāoge āge bāt baṛhānā nā
he tānānā …

aise laṛkoṅ ko maiṅ to jānūṅ
o baṛī achchhī tarah pahchānūṅ
ho terī kātil nazar hai tirchhī
tū lage mujhko tīkhī mirchī
ho śhor machāūṅgī sabko bulāūṅgī
chheṛ na tū mujhko
bāheṅ maroṛūṅgā aise nā chhoṛūṅgā
phir se mujhe tū ḍarānā nā
ai tānānā …

he ho tujhe achchhe se maiṅ jāntā hūṇ
ho terī nīyat ko pahchāntā hūṇ
are jā jā o laṛke kaṅvāre
ho maiṅ samajhtī hūṇ tere iśhāre
de de mujhe de de merī niśhānī
na sīne meṅ isko chhupā
dūr se jo tujhe kahnā hai kah le
yūṅ mujhko hāth lagānā nā
tānānā …