तालों में नैनीताल बाकी सब तलैयां
बालम मोरा आयो रे प्यार का संदेसा लायो रे
तालों में नैनीताल बाकी सब तलैयां
आजा मुहब्बत में नाचें ता ता थैयां
तालों में नैनीताल …
रुत पीछे पड़ी है मिलने की घड़ी है
धड़कन कह रही है बेचैनी बड़ी है
चली ठंडी हवाएं हाँ लगे खुश्बू के मेले
यहां कोई नहीं है मुझे बाहों में ले ले
अरे गालों में गोरी के गाल बाकी सब गलईयां
आजा मुहब्बत में …
नहीं ऐसा दीवाना नहीं ऐसी दीवानी
नहीं ऐसा फ़साना हो नहीं ऐसी कहानी
हो कोई माने न माने कोई जाने न जाने
दुनिया से क्या डरना हम आशिक़ पुराने
चुम्मी में इक चुम्मा बाकी सब चुमैयां
आजा मुहब्बत में …
bālam morā āyo re pyār kā saṅdesā lāyo re
tāloṅ meṅ nainītāl bākī sab talaiyāṅ
ājā muhabbat meṅ nācheṅ tā tā thaiyāṅ
tāloṅ meṅ nainītāl …
rut pīchhe paṛī hai milne kī ghaṛī hai
dhaṛkan kah rahī hai bechainī baṛī hai
chalī ṭhaṅḍī havāeṅ hāṇ lage khuśhbū ke mele
yahāṅ koī nahīṅ hai mujhe bāhoṅ meṅ le le
are gāloṅ meṅ gorī ke gāl bākī sab galaīyāṅ
ājā muhabbat meṅ …
nahīṅ aisā dīvānā nahīṅ aisī dīvānī
nahīṅ aisā fasānā ho nahīṅ aisī kahānī
ho koī māne na māne koī jāne na jāne
duniyā se kyā ḍarnā ham āśhiq purāne
chummī meṅ ik chummā bākī sab chumaiyāṅ
ājā muhabbat meṅ …