ताला खोल दे चाबी से ओ परदेसी बलमा
ताला खोल दे चाबी से ओ परदेसी बलमा
बंसी प्यार की बजा दे तू बजा दे सजना
ताला खोल दे …
दुनिया बोले कुछ भी बोली तू मार ज़माने को गोली
आजा खेलें डट के होली भीगे लहंगा भीगे चोली
मेरे जीवन की खुश्बू तुझको कर देगी मतवाला
ताला खोल दे …
मैं रूपनगर की गोरी हूँ मैं जैसलमेर की छोरी हूँ
मेरा तन भटके मेरा मन भटके जादू हैं मेरे लटके झटके
अरे सीधी सच्ची बात कही ना डाल मिर्च मसाला
ताला खोल दे …
tālā khol de chābī se o pardesī balmā
baṅsī pyār kī bajā de tū bajā de sajnā
tālā khol de …
duniyā bole kuchh bhī bolī tū mār zamāne ko golī
ājā kheleṅ ḍaṭ ke holī bhīge lahaṅgā bhīge cholī
mere jīvan kī khuśhbū tujhko kar degī matvālā
tālā khol de …
maiṅ rūpangar kī gorī hūṇ maiṅ jaisalmer kī chhorī hūṇ
merā tan bhaṭke merā man bhaṭke jādū haiṅ mere laṭke jhaṭke
are sīdhī sachchī bāt kahī nā ḍāl mirch masālā
tālā khol de …