jā ā ā nā nā nā
pīr sahā nahīṅ jāye
jaṅgal meṅ hai bole koyal ku ku kū ku ku kū
ku ku kū
kahīṅ āg lage lag jāve
koī nāg dṇse dṇs jāve
kabhī gagan gire gir jāve
chāheṅ kuchh bhī ho jāye
is ṭūṭe dil kī pīṛ sahī nā jāye
āvo saiyāṇ āvo saiyāṇ
āo saiyāṇ āo saiyāṇ āo saiyāṇ
hai hai hauṅ hai hai hauṅ hai hai hai hai hauṅ hai hai hauṅ
jāye jāṇ nā jāye jiyā
jāye jiyā nā jāye jiyā
har vaqt guzar jātā hai
par dard ṭhahar jātā hai
sab bhūl bhī jāye koī kuchh yād magar ātā hai
jis peṛ ko bel ye lipṭe
vo sūkhe ṭūṭe simṭe
phūloṅ ke bāg kā vādā
par kāṇṭe pale jiyādā
nā davā lage nā duā lage ye prem rog hai hu hu hū
pyār baṛā harjāī hai
par pyār binā tanhāī hai
dil mat denā kahte haiṅ
sab dil dete rahte haiṅ
jab nīṅd churā lete haiṅ
ratajge mazā dete haiṅ
khuśhiyāṇ isī ke gam se
raunak isī ke dam se
koī vachan nahīṅ chaltā hai
koī jatan nahīṅ chaltā hai
nā ho ye rog to sāre log le leveṅ jog ho hu hu hū
is sūneṅ dil ki pīṛ sahī nā jāye
%( the pain of this uninhbited heart can'ta be vithstūd)