Surmaee ankhiyon men nanhaa munnaa ek sapnaa de jaa re

सुरमई अँखियों में नन्हा मुन्ना एक सपना दे जा रे
Work
Year
Language

सुरमई अँखियों में
नन्हा मुन्ना एक सपना दे जा रे
निंदिया के उड़ते पाख़ी रे
अँखियों में आजा साथी रे

सच्चा कोई सपना दे जा
मुझको कोई अपना दे जा
अंजाना सा, मगर कुछ पहचाना सा
हल्का फुल्का शबनमी
रेशम से भी रेशमी
सुरमई अँखियों में ...

रात के रथ पर जानेवाले
नींद का रस बरसानेवाले
इतना कर दे की मेरी आँखें भर दे
आँखों में बसता रहे
सपना ये हँसता रहे
सुरमई अँखियों में ...

surmaī aṇkhiyoṅ meṅ
nanhā munnā ek sapnā de jā re
niṅdiyā ke uṛte pākhī re
aṇkhiyoṅ meṅ ājā sāthī re

sachchā koī sapnā de jā
mujhko koī apnā de jā
aṅjānā sā, magar kuchh pahchānā sā
halkā phulkā śhabanmī
reśham se bhī reśhmī
surmaī aṇkhiyoṅ meṅ ...

rāt ke rath par jānevāle
nīṅd kā ras barsānevāle
itnā kar de kī merī āṇkheṅ bhar de
āṇkhoṅ meṅ bastā rahe
sapnā ye hṇstā rahe
surmaī aṇkhiyoṅ meṅ ...