सुर संगीत की जोगन बन के
गीत मैं गाऊँ गली गली
गली गली
अपने दिल के अरमानों का
रंग सजाऊँ गली गली
गली गली …
सुर संगीत है जीवन मेरा
मैं धरती ये सावन मेरा
अपने रसीले गीतों का मैं
रस बरसाऊँ गली गली
गली गली …
आज तलक़ जो कुछ पाया है
ये फ़न मेरा सरमाया है
जब तक दम है आवाज़ों के
फूल खिलाऊँ गली गली
गली गली …
मैं क्या मेरी हस्ती क्या है
सब मेरे प्यारों की दुआ है
मैं अपने प्यारों की ख़ातिर
सुर बिखराऊँ गली गली
गली गली …
sur saṅgīt kī jogan ban ke
gīt maiṅ gāūṇ galī galī
galī galī
apne dil ke armānoṅ kā
raṅg sajāūṇ galī galī
galī galī …
sur saṅgīt hai jīvan merā
maiṅ dhartī ye sāvan merā
apne rasīle gītoṅ kā maiṅ
ras barsāūṇ galī galī
galī galī …
āj talaq jo kuchh pāyā hai
ye fan merā sarmāyā hai
jab tak dam hai āvāzoṅ ke
phūl khilāūṇ galī galī
galī galī …
maiṅ kyā merī hastī kyā hai
sab mere pyāroṅ kī duā hai
maiṅ apne pyāroṅ kī khātir
sur bikhrāūṇ galī galī
galī galī …