Kabhee shaam dhale to mere dil men aa jaanaa

कभी शाम ढले तो मेरे दिल में आ जाना
Work
Year
Language

आ आ आ आ आ आ -4
( कभी शाम ढले तो मेरे दिल में आ जाना
कभी चाँद खिले तो मेरे दिल में आ जाना ) -2
मगर आना इस तरह तुम कि यहाँ से फिर ना जाना
कभी शाम ढले तो मेरे दिल में आ जाना
कभी चाँद खिले तो मेरे दिल में आ जाना

आ आ आ आ आ आ
ओ ओ ओ ओ ओ ओ

तू नहीं है मगर फिर भी तू साथ है
बात हो कोई भी तेरी ही बात है
तू ही मेरे अन्दर है तू ही मेरे बाहर है
जब से तुझको जाना है मैने अपना माना है
मगर आना इस तरह तुम कि यहाँ से फिर ना जाना
( कभी शाम ढले तो मेरे दिल में आ जाना
कभी चाँद खिले तो मेरे दिल में आ जाना ) -2

आ आ आ आ आ आ -2

रात-दिन की मेरी दिलक़शी तुम से है
ज़िन्दगी की क़सम ज़िन्दगी तुम से है
तुम ही मेरी आँखें हो सूनी तनहा राहों में
चाहे जितनी दूरी हो तुम हो मेरी बाँहों में
मगर आना इस तरह तुम कि यहाँ से फिर ना जाना
कभी शाम ढले
को: कभी शाम ढले

कभी चाँद खिले
को: कभी चाँद खिले

( कभी शाम ढले तो मेरे दिल में आ जाना
कभी चाँद खिले तो मेरे दिल में आ जाना ) -2
को: मेरे दिल में आ जाना -8

ā ā ā ā ā ā -4
( kabhī śhām ḍhale to mere dil meṅ ā jānā
kabhī chāṇd khile to mere dil meṅ ā jānā ) -2
magar ānā is tarah tum ki yahāṇ se phir nā jānā
kabhī śhām ḍhale to mere dil meṅ ā jānā
kabhī chāṇd khile to mere dil meṅ ā jānā

ā ā ā ā ā ā
o o o o o o

tū nahīṅ hai magar phir bhī tū sāth hai
bāt ho koī bhī terī hī bāt hai
tū hī mere andar hai tū hī mere bāhar hai
jab se tujhko jānā hai maine apnā mānā hai
magar ānā is tarah tum ki yahāṇ se phir nā jānā
( kabhī śhām ḍhale to mere dil meṅ ā jānā
kabhī chāṇd khile to mere dil meṅ ā jānā ) -2

ā ā ā ā ā ā -2

rāt-din kī merī dilaqśhī tum se hai
zindgī kī qasam zindgī tum se hai
tum hī merī āṇkheṅ ho sūnī tanhā rāhoṅ meṅ
chāhe jitnī dūrī ho tum ho merī bāṇhoṅ meṅ
magar ānā is tarah tum ki yahāṇ se phir nā jānā
kabhī śhām ḍhale
ko: kabhī śhām ḍhale
ā
kabhī chāṇd khile
ko: kabhī chāṇd khile
ā
( kabhī śhām ḍhale to mere dil meṅ ā jānā
kabhī chāṇd khile to mere dil meṅ ā jānā ) -2
ko: mere dil meṅ ā jānā -8