जाने क्या ढूँढता है ये मेरा दिल्
( जाने क्या ढूँढता है ये मेरा दिल
तुझ को क्या चाहिये ज़िंदगी ) -3
रास्ते ही रास्ते हैं कैसा है ये सफ़र
ढूँढती है जिस को नज़रें जाने है वो किधर
( जाने क्या ढूँढता है ये मेरा दिल
तुझ को क्या चाहिये ज़िंदगी ) -2
बे-चेहरा सा कोई सपना है वो
कहीं नहीं है फिर भी अपना है वो
ऐसे मेरे अन्दर शामिल है वो
मैं हूँ बहता दरिया साहिल है वो
है कहाँ वो वो किधर है रास्ते कुछ तो बता
कौन सा उस का नगर है रहगुज़र कुछ तो बता
ढूँढती है जिस को नज़रें जाने है वो किधर
( जाने क्या ढूँढता है ये मेरा दिल
तुझ को क्या चाहिये ज़िंदगी ) -2
सूना सा है मन्दिर मूरत नहीं
खाली है आईना सूरत नहीं
जीने का जीवन में कारण तो हो
महके कैसे कलियाँ गुलशन तो हो
शम्मा है जो मुझ में रोशन वो विरासत किसको दूँ
दूर तक कोई नहीं है अपनी चाहत किसको दूँ
ढूँढती है जिस को नज़रें जाने है वो किधर
( जाने क्या ढूँढता है ये मेरा दिल
तुझ को क्या चाहिये ज़िंदगी ) -2
( jāne kyā ḍhūṇḍhtā hai ye merā dil
tujh ko kyā chāhiye ziṅdgī ) -3
rāste hī rāste haiṅ kaisā hai ye safar
ḍhūṇḍhtī hai jis ko nazreṅ jāne hai vo kidhar
( jāne kyā ḍhūṇḍhtā hai ye merā dil
tujh ko kyā chāhiye ziṅdgī ) -2
be-chehrā sā koī sapnā hai vo
kahīṅ nahīṅ hai phir bhī apnā hai vo
aise mere andar śhāmil hai vo
maiṅ hūṇ bahtā dariyā sāhil hai vo
hai kahāṇ vo vo kidhar hai rāste kuchh to batā
kaun sā us kā nagar hai rahguzar kuchh to batā
ḍhūṇḍhtī hai jis ko nazreṅ jāne hai vo kidhar
( jāne kyā ḍhūṇḍhtā hai ye merā dil
tujh ko kyā chāhiye ziṅdgī ) -2
sūnā sā hai mandir mūrat nahīṅ
khālī hai āīnā sūrat nahīṅ
jīne kā jīvan meṅ kāraṇ to ho
mahke kaise kaliyāṇ gulaśhan to ho
śhammā hai jo mujh meṅ rośhan vo virāsat kisko dūṇ
dūr tak koī nahīṅ hai apnī chāhat kisko dūṇ
ḍhūṇḍhtī hai jis ko nazreṅ jāne hai vo kidhar
( jāne kyā ḍhūṇḍhtā hai ye merā dil
tujh ko kyā chāhiye ziṅdgī ) -2