Sunte hain ke mil jaati hai har cheez duaa se

सुनते हैं के मिल जाति है हर चीज़ दुआ से
Work
Language

सुनते हैं के मिल जाती है हर चीज़ दुआ से
एक रोज़ तुम्हें माँग के देखेंगे ख़ुदा से

दुनिया भी मिली है, ग़म-ए-दुनिया भी मिला है
वो क्‌यों नहीं मिलता जिसे माँगा था ख़ुदा से

सुनते हैं के मिल जाती है हर चीज़ दुआ से
एक रोज़ तुम्हें माँग के देखेंगे ख़ुदा से

sunte haiṅ ke mil jātī hai har chīz duā se
ek roz tumheṅ māṇg ke dekheṅge khudā se

duniyā bhī milī hai, ġham-e-duniyā bhī milā hai
vo k‌yoṅ nahīṅ miltā jise māṇgā thā khudā se

sunte haiṅ ke mil jātī hai har chīz duā se
ek roz tumheṅ māṇg ke dekheṅge khudā se