Suno, suno, kaise kah doon bajriyaa ke beech

सुनो, सुनो, कैसे कह दूँ बजरिया के बीच्
Work
Year
Language

सुनो सुनो सुनो सुनो
सुनो सुनो रे सुनो रे सुनो सूनो

( कैसे कह दूँ बजरिया के बीच
ये तो कानों में कहने वाली बात है ) -2

मेरे सीने में आहों का शोर है
मेरा नन्हा सा दिल कमजोर है -2
मोसे एकली रहा नहीं जात है

ये तो कानों में कहने वाली बात है रे
कैसे कह दूँ बजरिया के बीच
ये तो कानों में कहने वाली बात है

आँखों-आँखों में काटूँ मैं रात रे
जिया माने न हाय मोरी बात रे -2
तेरी क़सम -2
तेरी क़सम ये बड़ा कमज़ात है
उइ दइया

ये तो कानों में कहने वाली बात है रे
कैसे कह दूँ बजरिया के बीच
ये तो कानों में कहने वाली बात है

मोरी सूनी पड़ी है अटरिया
मोहे कोसे है बाली उमरिया
मोहे कोसे
मोहे कोसे है बाली उमरिया
चुपके-चुपके
चुपके-चुपके जवानी बुलात है

ये तो कानों में कहने वाली बात है रे
कैसे कह दूँ बजरिया के बीच
ये तो कानों में कहने वाली बात है रे
कैसे कह दूँ बजरिया के बीच्

suno suno suno suno
suno suno re suno re suno sūno

( kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch
ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai ) -2

mere sīne meṅ āhoṅ kā śhor hai
merā nanhā sā dil kamjor hai -2
mose eklī rahā nahīṅ jāt hai

ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai re
kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch
ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai

āṇkhoṅ-āṇkhoṅ meṅ kāṭūṇ maiṅ rāt re
jiyā māne na hāy morī bāt re -2
terī qasam -2
terī qasam ye baṛā kamazāt hai
ui daiyā

ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai re
kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch
ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai

morī sūnī paṛī hai aṭriyā
mohe kose hai bālī umriyā
mohe kose
mohe kose hai bālī umriyā
chupke-chupke
chupke-chupke javānī bulāt hai

ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai re
kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch
ye to kānoṅ meṅ kahne vālī bāt hai re
kaise kah dūṇ bajriyā ke bīch