सुनो सजना पपीहे ने कहा सबसे
आ
सुनो सजना पपीहे ने
सुनो सजना पपीहे ने कहा सबसे पुकार के
सम्भल जाओ चमन वालों
सम्भल जाओ चमन वालों के आये दिन बहार के
सुनो सजना -2
फूलों की डालियाँ भी यही गीत गा रही हैं
घड़ियाँ पिया मिलन की नज़दीक आ रही हैं
नज़दीक आ रही हैं
हवाओं ने जो छेड़े हैं
हवाओं ने जो छेड़े हैं फ़साने हैं वो प्यार के
सम्भल जाओ चमन वालों के आये दिन बहार के
सुनो सजना -2
देखो न ऐसे देखो मरज़ी है क्या तुम्हारी
बेचैन कर न देना तुमको क़सम हमारी
तुमको क़सम हमारी
हमीं दुशमन न बन जायें
हमीं दुशमन न बन जायें कहीं अपने क़रार के
सम्भल जाओ चमन वालों के आये दिन बहार के
सुनो सजना -2
बाग़ों में पड़ गये हैं सावन के मस्त झूले
ऐसा समाँ जो देखा राही भी राह भूले
राही भी राह भूले
के जी चाहा यहीं रख दें
के जी चाहा यहीं रख दें उमर सारी ग़ुज़ार के
सम्भल जाओ चमन वालों के आये दिन बहार के
सुनो सजना -2
ā
suno sajnā papīhe ne
suno sajnā papīhe ne kahā sabse pukār ke
sambhal jāo chaman vāloṅ
sambhal jāo chaman vāloṅ ke āye din bahār ke
suno sajnā -2
phūloṅ kī ḍāliyāṇ bhī yahī gīt gā rahī haiṅ
ghaṛiyāṇ piyā milan kī nazdīk ā rahī haiṅ
nazdīk ā rahī haiṅ
havāoṅ ne jo chheṛe haiṅ
havāoṅ ne jo chheṛe haiṅ fasāne haiṅ vo pyār ke
sambhal jāo chaman vāloṅ ke āye din bahār ke
suno sajnā -2
dekho na aise dekho marazī hai kyā tumhārī
bechain kar na denā tumko qasam hamārī
tumko qasam hamārī
hamīṅ duśhman na ban jāyeṅ
hamīṅ duśhman na ban jāyeṅ kahīṅ apne qarār ke
sambhal jāo chaman vāloṅ ke āye din bahār ke
suno sajnā -2
bāġhoṅ meṅ paṛ gaye haiṅ sāvan ke mast jhūle
aisā samāṇ jo dekhā rāhī bhī rāh bhūle
rāhī bhī rāh bhūle
ke jī chāhā yahīṅ rakh deṅ
ke jī chāhā yahīṅ rakh deṅ umar sārī ġhuzār ke
sambhal jāo chaman vāloṅ ke āye din bahār ke
suno sajnā -2