Suno re suno ek baat sunaaoon ... main bairaagee naachoon

सुनो रे सुनो एक बात सुनाऊँ ... मैं बैरागी नाचूँ
Work
Year
Language

र: सुनो रे सुनो एक बात सुनाऊँ
झूठ है या सच है ये तुम जानो -2
( मैं बैरागी ) -2 नाचूँ-गाऊँ

ल: सुनो रे सुनो एक बात सुनाऊँ
झूठ है या सच है ये तुम जानो -2
( मैं बैरागन ) -2 नाचूँ-गाऊँ

र: ओ देखो इन बेदर्दों को छोड़ के लाज के पर्दों को -2
गली-गली में औरतें छेड़ती फिरती हैं इन मर्दों को
ल: आपने सच फ़रमाया है सच्चा शोर मचाया है -2
मर्दों के दिन बीत गए औरत का ज़माना आया है -2
र: मैं ना मानूं
ल: तुम ना मानो
र: मैं क्‌या जानूँ
ल: तुम क्‌या जानो
र: मैं तो सबका दिल बहलाऊँ
मैं बैरागी …

ल: लिखने वाला लिखता है इक ऐसा चश्मा बिकता है
जिस चश्मे के अन्दर से भई अन्धों को भी दिखता है -2
र: जग में ऐसे बंदे हैं बंदों के ऐसे धन्धे हैं
क्‌या करना है देख के जग को अच्छे हैं जो अन्धे हैं
ल: तू अनजाना
र: तू अनजानी
ल: तू दीवाना
र: तू दीवानी
ल: दीवाने को क्‌या समझाऊँ
मैं बैरागन …

ओ रात को जब दिन ढलता है प्रेम का जादू चलता है -2
तू बैरागी क्‌या जाने काहे को पतंगा जलता है
र: कह दो इस पनिहारी से पूछ ले दुनिया सारी से
जले पतंगा लेकिन खेलें बैरागी चिंगारी से
ल: खेल के देखो
र: छेड़ के देखो
ल: छेड़ के देखो
र: खेल के देखो
मैं जो बोलूं कर दिखलाऊँ
मैं बैरागी …

ra: suno re suno ek bāt sunāūṇ
jhūṭh hai yā sach hai ye tum jāno -2
( maiṅ bairāgī ) -2 nāchūṇ-gāūṇ

la: suno re suno ek bāt sunāūṇ
jhūṭh hai yā sach hai ye tum jāno -2
( maiṅ bairāgan ) -2 nāchūṇ-gāūṇ

ra: o dekho in bedardoṅ ko chhoṛ ke lāj ke pardoṅ ko -2
galī-galī meṅ aurteṅ chheṛtī phirtī haiṅ in mardoṅ ko
la: āpne sach farmāyā hai sachchā śhor machāyā hai -2
mardoṅ ke din bīt gae aurat kā zamānā āyā hai -2
ra: maiṅ nā mānūṅ
la: tum nā māno
ra: maiṅ k‌yā jānūṇ
la: tum k‌yā jāno
ra: maiṅ to sabkā dil bahlāūṇ
maiṅ bairāgī …

la: likhne vālā likhtā hai ik aisā chaśhmā biktā hai
jis chaśhme ke andar se bhaī andhoṅ ko bhī dikhtā hai -2
ra: jag meṅ aise baṅde haiṅ baṅdoṅ ke aise dhandhe haiṅ
k‌yā karnā hai dekh ke jag ko achchhe haiṅ jo andhe haiṅ
la: tū anjānā
ra: tū anjānī
la: tū dīvānā
ra: tū dīvānī
la: dīvāne ko k‌yā samjhāūṇ
maiṅ bairāgan …

o rāt ko jab din ḍhaltā hai prem kā jādū chaltā hai -2
tū bairāgī k‌yā jāne kāhe ko pataṅgā jaltā hai
ra: kah do is panihārī se pūchh le duniyā sārī se
jale pataṅgā lekin kheleṅ bairāgī chiṅgārī se
la: khel ke dekho
ra: chheṛ ke dekho
la: chheṛ ke dekho
ra: khel ke dekho
maiṅ jo bolūṅ kar dikhlāūṇ
maiṅ bairāgī …