सुनो कहो कहा सुना कुछ हुआ क्या
सुनो
कहो
कहा
सुना
कुछ हुआ क्या?
अभी तो नहीं
कुछ भी नहीं
चली हवा
झुकी घटा
कुछ हुआ क्या?
अभी तो नहीं
कुछ भी नहीं
तेरी क़सम ये दिलकश नज़ारे
करते हैं इशारे जो समझे कोई
मेरे सनम ये खमोश आँखें
भी करती हैं बातें जो समझे कोई
समझा नहीं तुम समझा दो
अरे सुनो
कहो
कहा सुना
अभी तो नहीं
कुछ भी नहीं
बस जो चले तो सुबह से लेकर
रहूं शाम तक मैं तेरे संग में
गर हो सके तो मैं अपने दिलबर
तेरा नाम लिख दूँ हर इक रंग में
बातों में ना उलझाओ
अरे सुनो
कहो
कहा सुना
अभी तो नहीं
कुछ भी नहीं
अच्छा कभी फिर बात छेड़ेंगे
मर्ज़ी नहीं है तुम्हारी अभी
कुछ हो गया तो बड़ी होगी मुशकिल
कि छोटी उमर है हमारी अभी
मैं क्या करूँ बतला दो
सुनो
कहो
कहा सुना
अभी तो नहीं
कुछ भी नहीं
चली हवा
झुकी घटा
कुछ हुआ क्या?
ज़रा सा कुछ हुआ तो है …
suno
kaho
kahā
sunā
kuchh huā kyā?
abhī to nahīṅ
kuchh bhī nahīṅ
chalī havā
jhukī ghaṭā
kuchh huā kyā?
abhī to nahīṅ
kuchh bhī nahīṅ
terī qasam ye dilkaśh nazāre
karte haiṅ iśhāre jo samjhe koī
mere sanam ye khamośh āṇkheṅ
bhī kartī haiṅ bāteṅ jo samjhe koī
samjhā nahīṅ tum samjhā do
are suno
kaho
kahā sunā
abhī to nahīṅ
kuchh bhī nahīṅ
bas jo chale to subah se lekar
rahūṅ śhām tak maiṅ tere saṅg meṅ
gar ho sake to maiṅ apne dilbar
terā nām likh dūṇ har ik raṅg meṅ
bātoṅ meṅ nā uljhāo
are suno
kaho
kahā sunā
abhī to nahīṅ
kuchh bhī nahīṅ
achchhā kabhī phir bāt chheṛeṅge
marzī nahīṅ hai tumhārī abhī
kuchh ho gayā to baṛī hogī muśhkil
ki chhoṭī umar hai hamārī abhī
maiṅ kyā karūṇ batlā do
suno
kaho
kahā sunā
abhī to nahīṅ
kuchh bhī nahīṅ
chalī havā
jhukī ghaṭā
kuchh huā kyā?
zarā sā kuchh huā to hai …