Suno gaur se duniyaa vaalon ... hindustaanee

सुनो गौर से दुनिया वालों ... हिन्दुस्तानी
Work
Year
Language

सुनो गौर से दुनिया वालों बुरी नज़र ना हमपे डालो
चाहे जितना ज़ोर लगा लो सबसे आगे होंगे हिन्दुस्तानी
सुनो गौर से दुनिया …

हमने कहा है तुम भी कहो
हमने कहा है जो तुम भी कहो
आओ हम मिल जुल के बोलें अब तो यारा
अपना जहां है सबसे प्यारा
हमने कहा है जो तुम भी कहो ओ ओ
जलते शरारे हैं पानी के धारे हैं हम काटे कटते नहीं
जो वादा करते हैं करके निभाते हैं हम पीछे हटते नहीं
वक़्त है उम्र है जोश है और जान है
ना झुकें ना मिटें देश तो अपनी शान है
हमने कहा है …

सबके दिलों को मोहब्बत से बांधे जो हम ऐसी ज़ंजीर हैं
ऊंची उड़ाने हैं ऊंचे इरादे हैं हम कल की तस्वीर हैं
जो हमें प्यार दे हम उसे यार प्यार दें
दोस्ती के लिए ज़िंदगी अपनी वार दें
हमने कहा है …

suno gaur se duniyā vāloṅ burī nazar nā hampe ḍālo
chāhe jitnā zor lagā lo sabse āge hoṅge hindustānī
suno gaur se duniyā …

hamne kahā hai tum bhī kaho
hamne kahā hai jo tum bhī kaho
āo ham mil jul ke boleṅ ab to yārā
apnā jahāṅ hai sabse pyārā
hamne kahā hai jo tum bhī kaho o o
jalte śharāre haiṅ pānī ke dhāre haiṅ ham kāṭe kaṭte nahīṅ
jo vādā karte haiṅ karke nibhāte haiṅ ham pīchhe haṭte nahīṅ
vaqt hai umr hai jośh hai aur jān hai
nā jhukeṅ nā miṭeṅ deśh to apnī śhān hai
hamne kahā hai …

sabke diloṅ ko mohabbat se bāṅdhe jo ham aisī zaṅjīr haiṅ
ūṅchī uṛāne haiṅ ūṅche irāde haiṅ ham kal kī tasvīr haiṅ
jo hameṅ pyār de ham use yār pyār deṅ
dostī ke lie ziṅdgī apnī vār deṅ
hamne kahā hai …