सुनिये तो रुकिये तो क्यों हैं ख़फ़ा
सुनिये तो, रुकिये तो, क्यों हैं ख़फ़ा, कहिये तो
ऐसी क्या जल्दी जाने की
दीवाना, हूँ माना, सुनिये दीवाने की
ये शाम का दिलकश मंज़र
ये साहिल और समंदर
कहते हैं आप ना जाएं
हम पर ये क़रम फ़रमायें
सुनिये तो, कहती हैं बलखाती लहरें
आप कुछ देर तो ठहरें …
इठलाती शोख़ हवाएं
भीगी रंगीन फ़िज़ाएं
जो आप को देखे जाएं
तो सीखे और अदाएं
सुनिये तो, ये ज़ुल्फ़ें जो देखे बादल
सारे बरस बरसे वो पागल …
suniye to, rukiye to, kyoṅ haiṅ khafā, kahiye to
aisī kyā jaldī jāne kī
dīvānā, hūṇ mānā, suniye dīvāne kī
ye śhām kā dilkaśh maṅzar
ye sāhil aur samaṅdar
kahte haiṅ āp nā jāeṅ
ham par ye qaram farmāyeṅ
suniye to, kahtī haiṅ balkhātī lahreṅ
āp kuchh der to ṭhahreṅ …
iṭhlātī śhokh havāeṅ
bhīgī raṅgīn fizāeṅ
jo āp ko dekhe jāeṅ
to sīkhe aur adāeṅ
suniye to, ye zulfeṅ jo dekhe bādal
sāre baras barse vo pāgal …