Suniye kahiye kahte sunte baaton-baaton men pyaar

सुनिये कहिये कहते सुनते बातों-बातों में प्यार्
Year
Language

कि: सुनिये
आ: कहिये, कहिये
कि: सुनिये, सुनिये
आ: कहिये, कहिये न?
कि: सुनिये, कहते सुनते बातों बातों में प्यार हो जाएगा

कि: ये पहली नज़र का उफ़ क्‌या असर है
तुम्हारी कसम डगमगाए से हम हैं
आ: ल र ल ल ल र ल ल र ल ल ल र ल
कि: नहीं जिसपे काबू ये है कैसा जादू
मेरे लिए तो सच भी भरम है

कि: सुनिये
आ: कहिये, कहिये
कि: सुनिये, सुनिये
आ: कहिये, कहिये न?
कि: सुनिये, कहते सुनते बातों बातों में प्यार हो जाएगा

कि: घटा चाँद बिजली बरखा पवन में
छमी हो तुम मेरी हर कल्पना में
आ: तारीफ़ मेरी इतनी करो न
उड़ने लगूँ मैं कहीं आस्मां में

कि: सुनिये
आ: कहिये, कहिये
कि: सुनिये, सुनिये
आ: कहिये, कहिये न?
कि: सुनिये, कहते सुनते बातों बातों में प्यार हो जाएगा

कि: तुम्हारी अदा है वो सबसे जुदा है
चाहा है तुमको इसी वास्ते
आ: हम बेकदर हैं, तुम बेकदर हो
उठते हैं देखो नए रास्ते

कि: सुनिये
आ: कहिये, कहिये
कि: सुनिये, सुनिये
आ: कहिये, कहिये न?
कि: सुनिये, कहते सुनते बातों बातों में प्यार हो जाएगा

ki: suniye
ā: kahiye, kahiye
ki: suniye, suniye
ā: kahiye, kahiye na?
ki: suniye, kahte sunte bātoṅ bātoṅ meṅ pyār ho jāegā

ki: ye pahlī nazar kā uf k‌yā asar hai
tumhārī kasam ḍagamgāe se ham haiṅ
ā: la ra la la la ra la la ra la la la ra la
ki: nahīṅ jispe kābū ye hai kaisā jādū
mere lie to sach bhī bharam hai

ki: suniye
ā: kahiye, kahiye
ki: suniye, suniye
ā: kahiye, kahiye na?
ki: suniye, kahte sunte bātoṅ bātoṅ meṅ pyār ho jāegā

ki: ghaṭā chāṇd bijlī barkhā pavan meṅ
chhamī ho tum merī har kalpnā meṅ
ā: tārīf merī itnī karo na
uṛne lagūṇ maiṅ kahīṅ āsmāṅ meṅ

ki: suniye
ā: kahiye, kahiye
ki: suniye, suniye
ā: kahiye, kahiye na?
ki: suniye, kahte sunte bātoṅ bātoṅ meṅ pyār ho jāegā

ki: tumhārī adā hai vo sabse judā hai
chāhā hai tumko isī vāste
ā: ham bekadar haiṅ, tum bekadar ho
uṭhte haiṅ dekho nae rāste

ki: suniye
ā: kahiye, kahiye
ki: suniye, suniye
ā: kahiye, kahiye na?
ki: suniye, kahte sunte bātoṅ bātoṅ meṅ pyār ho jāegā