Sunday kee raat thee pahlee mulaakaat thee

सुन्दय की रात थी पहली मुलाकात थी
Work
Year
Language

sunday की रात थी पहली मुलाकात थी
मैं था वो थी मैं था वो थी हल्की बरसात थी हाय

आलीशान किसी बंगले से गाड़ी में वो निकली
मेरे प्यार में जाल में फंस गई पैसे वाली तितली
नौकर चाकर घूमेंगे अब मेरे आगे पीछे
अब तो सारी दौलत होगी इन कदमों के नीचे
सारी दुनिया उसके पीछे पर वो मेरे साथ थी हाँ

sunday की रात थी पहली मुलाकात थी
वो था मैं थी वो था मैं थी हल्की बरसात थी हाय
मैने उसको देखा तो दिल मेरा धक से धड़का
सर्दी के मौसम में भी गर्मी का शोला भड़का
पहली पहली नज़र में बन गई मैं उसकी दीवानी
वो मेरे सपनों का राजा और मैं उसकी रानी
सब कुछ उसको दे दिया मैने उसने ऐसी बात की सैया
sunday की रात थी …

sunday kī rāt thī pahlī mulākāt thī
maiṅ thā vo thī maiṅ thā vo thī halkī barsāt thī hāy

ālīśhān kisī baṅgle se gāṛī meṅ vo niklī
mere pyār meṅ jāl meṅ phaṅs gaī paise vālī titlī
naukar chākar ghūmeṅge ab mere āge pīchhe
ab to sārī daulat hogī in kadmoṅ ke nīche
sārī duniyā uske pīchhe par vo mere sāth thī hāṇ

sunday kī rāt thī pahlī mulākāt thī
vo thā maiṅ thī vo thā maiṅ thī halkī barsāt thī hāy
maine usko dekhā to dil merā dhak se dhaṛkā
sardī ke mausam meṅ bhī garmī kā śholā bhaṛkā
pahlī pahlī nazar meṅ ban gaī maiṅ uskī dīvānī
vo mere sapnoṅ kā rājā aur maiṅ uskī rānī
sab kuchh usko de diyā maine usne aisī bāt kī saiyā
sunday kī rāt thī …