Sunaa thaa dekhaa na thaa ... k‌yaa yahee vo pyaar hai

सुना था देखा न था ... क्‌या यही वो प्यार है
Work
Year
Language

सुना था देखा न था समझा न था जाना न था
हां क्‌या यही वो प्यार है ये जो मुझे हो गया
सुना था देखा न …

मेरे होंठ गाएं तराने उसी के
वो आए न जाए ख्यालों से
क्‌यों है हाल ऐसा दीवानों के जैसा
कोई तो बता दे हुआ क्‌या है
क्‌या यही वो प्यार …

मैं चलता हूँ रुकता हूँ फिर सोचता हूँ
समां कैसा जादू जगाता है
अगर मस्त हूँ मैं तो मस्ती ये क्‌या है
मेरे साथ ये सिलसिला क्‌या है
क्‌या यही वो प्यार …

sunā thā dekhā na thā samjhā na thā jānā na thā
hāṅ k‌yā yahī vo pyār hai ye jo mujhe ho gayā
sunā thā dekhā na …

mere hoṅṭh gāeṅ tarāne usī ke
vo āe na jāe khyāloṅ se
k‌yoṅ hai hāl aisā dīvānoṅ ke jaisā
koī to batā de huā k‌yā hai
k‌yā yahī vo pyār …

maiṅ chaltā hūṇ ruktā hūṇ phir sochtā hūṇ
samāṅ kaisā jādū jagātā hai
agar mast hūṇ maiṅ to mastī ye k‌yā hai
mere sāth ye silsilā k‌yā hai
k‌yā yahī vo pyār …