Sun ree pavan, pavan purvaiyyaa, main hoon akelee albelee

सुन री पवन, पवन पुर्वैय्या, मैं हूँ अकेली अलबेली
Work
Year
Language

सुन री पवन, पवन पुरवय्या
मैं हूँ अकेली अलबेली तू सहेली मेरी
बन जा साथिया

1) चल तू मेरा आँचल थाम के
अंजाने रस्ते इस गाँव के
साथी हैं ये मेरे नाम के
नैन ये निगोड़े किस काम के
डोले मेरा मन, ऐसे जैसे नय्या, मैं हूँ …

2) कोई तो हो ऐसे पूछे बात जो
गिरूँ तो पकड़ लेवे हाथ जो
हँसे रोए सदा मेरे साथ जो
सोए जागे संग दिन रात जो
ऐसे हो मिलन, जैसे धूप छंय्या, मैं हूँ …

sun rī pavan, pavan puravayyā
maiṅ hūṇ akelī albelī tū sahelī merī
ban jā sāthiyā

1) chal tū merā āṇchal thām ke
aṅjāne raste is gāṇv ke
sāthī haiṅ ye mere nām ke
nain ye nigoṛe kis kām ke
ḍole merā man, aise jaise nayyā, maiṅ hūṇ …

2) koī to ho aise pūchhe bāt jo
girūṇ to pakaṛ leve hāth jo
hṇse roe sadā mere sāth jo
soe jāge saṅg din rāt jo
aise ho milan, jaise dhūp chhaṅyyā, maiṅ hūṇ …