Sun o deevaanee teree javaanee baree mast mast hai

सुन ओ दीवानी तेरी जवानी बड़ी मस्त मस्त है
Year
Language

सुन ओ दीवानी तेरी जवानी बड़ी मस्त मस्त है
ये भीगा मौसम काली घटाएं सूनी पड़ी हैं उल्फ़त की राहें
प्यार करने का यही वक़्त वक़्त है
तेरी जवानी बड़ी …

जिस दिन से देखी है तेरी जवानी पागल हुई मैं दीवानी
ये भीगी भीगी फ़िज़ा कह रही है बाहों में आ जा ये रुत है सुहानी
थोड़ा सा प्यार दे दे दिल का करार दे दे
आँखें हैं प्यासी प्यासी अपना दीदार दे दे
कितनी रंगीन है तू कितनी हसीन है तू
दुनिया से बच के रहना कितनी नमकीन है तू
सबकी नज़र बड़ी सख्त सख्त है
तेरी जवानी बड़ी …

वल्ला वल्ला
यूं रूठा रूठा तू कब तक रहेगा
ज़ुल्फ़ों के साए से कब तक बचेगा
ढूंढेगा मुझको तू हो के दीवाना
दिल पे मोहब्बत का जादू चलेगा
शायर का ख्वाब है तू जाम-ए-शराब है तू
तेरा जवाब कहां खुद लाजवाब है तू
चाल मस्तानी तेरी दुनिया दीवानी तेरी
हर कोई चाहता है अब मेहरबानी तेरी
जिसको भी देखो वो ही मतलब परस्त है
तेरी जवानी बड़ी …

sun o dīvānī terī javānī baṛī mast mast hai
ye bhīgā mausam kālī ghaṭāeṅ sūnī paṛī haiṅ ulfat kī rāheṅ
pyār karne kā yahī vaqt vaqt hai
terī javānī baṛī …

jis din se dekhī hai terī javānī pāgal huī maiṅ dīvānī
ye bhīgī bhīgī fizā kah rahī hai bāhoṅ meṅ ā jā ye rut hai suhānī
thoṛā sā pyār de de dil kā karār de de
āṇkheṅ haiṅ pyāsī pyāsī apnā dīdār de de
kitnī raṅgīn hai tū kitnī hasīn hai tū
duniyā se bach ke rahnā kitnī namkīn hai tū
sabkī nazar baṛī sakht sakht hai
terī javānī baṛī …

vallā vallā
yūṅ rūṭhā rūṭhā tū kab tak rahegā
zulfoṅ ke sāe se kab tak bachegā
ḍhūṅḍhegā mujhko tū ho ke dīvānā
dil pe mohabbat kā jādū chalegā
śhāyar kā khvāb hai tū jām-e-śharāb hai tū
terā javāb kahāṅ khud lājvāb hai tū
chāl mastānī terī duniyā dīvānī terī
har koī chāhtā hai ab meharbānī terī
jisko bhī dekho vo hī matalab parast hai
terī javānī baṛī …