सुन ऐ मेरे दिल मेरा जीना ना मुश्क़िल बना
अ: सुन ऐ मेरे दिल मेरा जीना ना मुश्क़िल बना
ज़िद छोड़ दे प्यार की जाने भी दे मान जा
दरिया मेरे पास है तक़दीर में प्यास है
कैसे मोहब्बत करूँ मेरे लिये पाप है
उ: सुन ऐ मेरी जान-ए-जाँ आ तू मेरे पास आ
मत ज़ुल्म अपने पे कर ख़ुद को ना इतना सता
इश्क़ बड़ा पाक़ है दामन ये बेदाग़ है
फिर क्यों मोहब्बत बता तेरे लिये पाप है
अ: सुन ऐ मेरे दिल मेरा जीना ना मुश्क़िल बना
अ: ख़ाबों को जाने है क्यों मुझसे हुई दुशमनी
आँखों में आ कर मेरी खिलते नहीं वो कभी
ये हुआ खुल सका टूटा ख़ाब सदा
बेहतर है तेरे लिये तू सपना कोई ना सजा
ज़िद छोड़ दे प्यार की जाने भी दे मान जा
सुन ऐ मेरे दिल मेरा जीना ना मुश्क़िल बना
उ: हाँ माना ज़रा शोख़ है हमेशा से ये ज़िंदगी
मुसलसल मगर ये कभी किसी को सताती नहीं
ये हुआ हर दफ़ा ख़ुद को तू आज़मा
तेरे लिये भी कभी बरसेगी काली घटा
मत ज़ुल्म अपने पे कर ख़ुद को ना इतना सता
अ: सुन ऐ मेरे दिल मेरा जीना ना मुश्क़िल बना
ज़िद छोड़ दे प्यार की जाने भी दे मान जा
दरिया मेरे पास है तक़दीर में प्यास है
कैसे मोहब्बत करूँ मेरे लिये पाप है
सुन ऐ मेरे दिल मेरा जीना ना मुश्क़िल बना
a: sun ai mere dil merā jīnā nā muśhqil banā
zid chhoṛ de pyār kī jāne bhī de mān jā
dariyā mere pās hai taqdīr meṅ pyās hai
kaise mohabbat karūṇ mere liye pāp hai
u: sun ai merī jān-e-jāṇ ā tū mere pās ā
mat zulm apne pe kar khud ko nā itnā satā
iśhq baṛā pāq hai dāman ye bedāġh hai
phir kyoṅ mohabbat batā tere liye pāp hai
a: sun ai mere dil merā jīnā nā muśhqil banā
a: khāboṅ ko jāne hai kyoṅ mujhse huī duśhamnī
āṇkhoṅ meṅ ā kar merī khilte nahīṅ vo kabhī
ye huā khul sakā ṭūṭā khāb sadā
behtar hai tere liye tū sapnā koī nā sajā
zid chhoṛ de pyār kī jāne bhī de mān jā
sun ai mere dil merā jīnā nā muśhqil banā
u: hāṇ mānā zarā śhokh hai hameśhā se ye ziṅdgī
muslasal magar ye kabhī kisī ko satātī nahīṅ
ye huā har dafā khud ko tū āzmā
tere liye bhī kabhī barsegī kālī ghaṭā