सुन ऐ माहज़बीं मुझे तुझसे इश्क़ नहीं
सुन ऐ माहज़बीं मुझे तुझसे इश्क़ नहीं
तुझसे इश्क़ नहीं नहीं नहीं
ए वल्लाह
यूँ मैं तेरा क़ायल हूँ
नाज़-ओ-अदा पे मायल हूँ
जलवों का दम भरता हूँ
छुप-छुप के देखा करता हूँ
पर ऐ पर्दानशीं
मुझे तुझसे इश्क़ …
तुझसे नज़र जब लड़ती है
चोट सी दिल पर पड़ती है
पाँव बहकने लगते हैं
साँस दहकने लगती है
पर है मुझको यक़ीं
मुझे तुझसे इश्क़ …
गैर से जब तू हँस के मिले
जाग उठते हैं दिल में गिले
उलझन में पड़ जाता हूँ
सोच के कुछ घबराता हूँ
पर ए शोख़ हसीं
मुझे तुझसे इश्क़ …
तू वह दिलकश हस्ती है
जो ख़्वाबों में बसती है
तू कह दे तो जाँ दे दूँ
जान तो क्या ईमाँ दे दूँ
प ऐ हासिल-ए-दीं
मुझे तुझसे इश्क़ …
sun ai māhazbīṅ mujhe tujhse iśhq nahīṅ
tujhse iśhq nahīṅ nahīṅ nahīṅ
e vallāh
yūṇ maiṅ terā qāyal hūṇ
nāz-o-adā pe māyal hūṇ
jalvoṅ kā dam bhartā hūṇ
chhup-chhup ke dekhā kartā hūṇ
par ai pardānśhīṅ
mujhe tujhse iśhq …
tujhse nazar jab laṛtī hai
choṭ sī dil par paṛtī hai
pāṇv bahakne lagte haiṅ
sāṇs dahakne lagtī hai
par hai mujhko yaqīṅ
mujhe tujhse iśhq …
gair se jab tū hṇs ke mile
jāg uṭhte haiṅ dil meṅ gile
uljhan meṅ paṛ jātā hūṇ
soch ke kuchh ghabrātā hūṇ
par e śhokh hasīṅ
mujhe tujhse iśhq …
tū vah dilkaśh hastī hai
jo khvāboṅ meṅ bastī hai
tū kah de to jāṇ de dūṇ
jān to kyā īmāṇ de dūṇ
pa ai hāsil-e-dīṅ
mujhe tujhse iśhq …