सुलगती हैं आँखें ... गले से लगा लो कि जी चाहता है
सुलगती हैं आँखें तरसती हैं बाहें गले से लगा लो कि जी चाहता है
मुझे खाक़ कर दो मुझे राख कर दो मुझे फूंक डालो कि जी चाहता है
सुलगती हैं …
उधर भी है तूफ़ां इधर भी है तूफ़ां भंवर से निकालो कि जी चाहता है
सुलगती हैं …
यहां तक तो पहुंचे यहां तक तो आए सनम तुझ पे डालूं ज़ुल्फ़ों के साए
ये रुकना मचलना मचलकर संभलना ये परदे हटा दो कि जी चाहता है
सुलगती हैं …
बहारों के दिन हैं जवानी की रातें ये दो चार हैं मेहरबानी की रातें
नशा आ रहा है सबर जा रहा है ये रातें मना लो कि जी चाहता है
सुलगती हैं …
sulagtī haiṅ āṇkheṅ tarastī haiṅ bāheṅ gale se lagā lo ki jī chāhtā hai
mujhe khāq kar do mujhe rākh kar do mujhe phūṅk ḍālo ki jī chāhtā hai
sulagtī haiṅ …
udhar bhī hai tūfāṅ idhar bhī hai tūfāṅ bhaṅvar se nikālo ki jī chāhtā hai
sulagtī haiṅ …
yahāṅ tak to pahuṅche yahāṅ tak to āe sanam tujh pe ḍālūṅ zulfoṅ ke sāe
ye ruknā machalnā machalkar saṅbhalnā ye parde haṭā do ki jī chāhtā hai
sulagtī haiṅ …
bahāroṅ ke din haiṅ javānī kī rāteṅ ye do chār haiṅ meharbānī kī rāteṅ
naśhā ā rahā hai sabar jā rahā hai ye rāteṅ manā lo ki jī chāhtā hai
sulagtī haiṅ …