Suhaanee chaandnee raaten, hamen sone naheen deteen

सुहानी चाँदनी रातें, हमें सोने नहीं देतीं
Work
Year
Language

सुहानी चाँदनी रातें, हमें सोने नहीं देतीं
तुम्हारे प्यार की बातें, हमें सोने नहीं देतीं
सुहानी चाँदनी रातें, हमें सोने नहीं देतीं

तुम्हारे रेशमी जुल्फ़ों में दिल के फूल खिलते थे
इन्हीं फूलों के मौसम में हम तुम भी मिलते थे
पुरानी वो मुलाकातें, हमें सोने नही देतीं
तुम्हारे प्यार की बातें, हमें सोने नहीं देतीं
सुहानी चाँदनी रातें …

कहीं ऐसा न हो लग जाये आग दिल में पानी से
बदल ले रास्ता अपना घटाएं मेहरबानी से
कि यादों की ये बरसातें, हमें सोने नहीं देतीं
तुम्हारे प्यार की बातें, हमें सोने नहीं देतीं
सुहानी चाँदनी रातें …

suhānī chāṇdnī rāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detīṅ
tumhāre pyār kī bāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detīṅ
suhānī chāṇdnī rāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detīṅ

tumhāre reśhmī julfoṅ meṅ dil ke phūl khilte the
inhīṅ phūloṅ ke mausam meṅ ham tum bhī milte the
purānī vo mulākāteṅ, hameṅ sone nahī detīṅ
tumhāre pyār kī bāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detīṅ
suhānī chāṇdnī rāteṅ …

kahīṅ aisā na ho lag jāye āg dil meṅ pānī se
badal le rāstā apnā ghaṭāeṅ meharbānī se
ki yādoṅ kī ye barsāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detīṅ
tumhāre pyār kī bāteṅ, hameṅ sone nahīṅ detīṅ
suhānī chāṇdnī rāteṅ …