Title (Indic)खुश रहो हर खुशी है तुम्हारे लिए WorkSuhaag Raat Year1968 LanguageHindi Credits Role Artist Music Kalyanji-Anandji Performer Mukesh LyricsHindiखुश रहो, हर खुशी है तुम्हारे लिए छोड़ दो आंसूओं को हमारे लिए क्यों उदासी की तस्वीर बनकर खड़े ग़म उठाने को दुनिया में हम तो पड़े मुस्कुराने के दिन हैं, ना आहें भरो मेरे होते ना खुद को परेशान करो बिजली चमके तुम्हें ड़र की क्या बात है रोशनी की यही तो शुरूवात है टूटनी है जो बिजली मेरा सर तो है जो अंधेरे हैं बेघर, मेरा घर तो है तुम बहारों से शिकवा ना करना कभी दे दो काँटे हमें फूल ले लो सभी फूल कोई कुचल जाए जब भूल में सोच लेना के हम मिल चूके धूल में Englishkhuśh raho, har khuśhī hai tumhāre lie chhoṛ do āṅsūoṅ ko hamāre lie kyoṅ udāsī kī tasvīr bankar khaṛe ġham uṭhāne ko duniyā meṅ ham to paṛe muskurāne ke din haiṅ, nā āheṅ bharo mere hote nā khud ko pareśhān karo bijlī chamke tumheṅ ṛar kī kyā bāt hai rośhnī kī yahī to śhurūvāt hai ṭūṭnī hai jo bijlī merā sar to hai jo aṅdhere haiṅ beghar, merā ghar to hai tum bahāroṅ se śhikvā nā karnā kabhī de do kāṇṭe hameṅ phūl le lo sabhī phūl koī kuchal jāe jab bhūl meṅ soch lenā ke ham mil chūke dhūl meṅ