Subah subah jab khirkee khole ... hello how are you?

सुबह सुबह जब खिड़की खोले ... hello how are you?
Work
Year
Language

सुबह सुबह जब खिड़की खोले बाजू वाली लड़की हाय
दिल मेरा बोले hello how are you?
सुबह सुबह जब खिड़की …

आँख झुका के आँख मिलाए आँख मिलाके जब शरमाए
दिल मेरा बोले …

दूर से ही देखता हूँ बात होगी कैसे
आजू बाजू वाले सारे देखें मुझको ऐसे
कभी मैं बोलूं तो बोला न जाए
साँस भरूं तो थम थम जाए
दिल मेरा बोले …

दिल ये चाहे आज दिल की धड़कन उसको दे दूं
धड़कन तो धड़कन है सारा जीवन उसको दे दूं
कभी मैं बोलूं …

दिल मेरा बोले दि दि दि दि
दिल मेरा बोले हे हे

subah subah jab khiṛkī khole bājū vālī laṛkī hāy
dil merā bole hello how are you?
subah subah jab khiṛkī …

āṇkh jhukā ke āṇkh milāe āṇkh milāke jab śharmāe
dil merā bole …

dūr se hī dekhtā hūṇ bāt hogī kaise
ājū bājū vāle sāre dekheṅ mujhko aise
kabhī maiṅ bolūṅ to bolā na jāe
sāṇs bharūṅ to tham tham jāe
dil merā bole …

dil ye chāhe āj dil kī dhaṛkan usko de dūṅ
dhaṛkan to dhaṛkan hai sārā jīvan usko de dūṅ
kabhī maiṅ bolūṅ …

dil merā bole di di di di
dil merā bole he he