सुबह से लेकर शाम तक ... मुझे प्यार करो
सुबह से लेकर शाम तक शाम से लेकर रात तक
रात से लेकर सुबह तक सुबह से फिर शाम तक
मुझे प्यार करो
शहर से लेकर गांव तक धूप से लेकर छांव तक
सिर से लेकर पांव तक दिल की सभी वफ़ाओं तक
मुझे प्यार करो
और पिया कुछ भी कर लो लेकिन रखना याद
कुछ शादी से पहले कुछ शादी के बाद
प्यार में अब इतनी शर्तें कौन रखेगा याद
क्या शादी से पहले क्या शादी के बाद
पास से लेकर दूर तक दूर से लेकर पास तक
इन होंठों की प्यास तक धरती से आकाश तक
मुझे प्यार करो …
ऐसा कैसे हो सकता है पूरा पूरा प्यार
या खुल के इकरार करो तुम या खुल के इन्कार
मेरे गले में डाल के बाहें कर लो बातें
इसके आगे करना पड़ेगा तुमको इन्तज़ार
सागर के इस छोर तक सागर के उस पार तक
नज़रों की दीवार तक प्यार से लेकर प्यार तक
मुझे प्यार करो …
subah se lekar śhām tak śhām se lekar rāt tak
rāt se lekar subah tak subah se phir śhām tak
mujhe pyār karo
śhahar se lekar gāṅv tak dhūp se lekar chhāṅv tak
sir se lekar pāṅv tak dil kī sabhī vafāoṅ tak
mujhe pyār karo
aur piyā kuchh bhī kar lo lekin rakhnā yād
kuchh śhādī se pahle kuchh śhādī ke bād
pyār meṅ ab itnī śharteṅ kaun rakhegā yād
kyā śhādī se pahle kyā śhādī ke bād
pās se lekar dūr tak dūr se lekar pās tak
in hoṅṭhoṅ kī pyās tak dhartī se ākāśh tak
mujhe pyār karo …
aisā kaise ho saktā hai pūrā pūrā pyār
yā khul ke ikrār karo tum yā khul ke inkār
mere gale meṅ ḍāl ke bāheṅ kar lo bāteṅ
iske āge karnā paṛegā tumko intazār
sāgar ke is chhor tak sāgar ke us pār tak
nazroṅ kī dīvār tak pyār se lekar pyār tak
mujhe pyār karo …