सोर्र्य, सोर्र्य गलती हो गई
sorry, sorry गलती हो गई मुझको बाबा माफ़ करो
कुछ दूरी थी मजबूरी थी तुम ही खुद इंसाफ़ करो
जी भर के शिकायत कर लेना
आज के दिन लेकिन मोहब्बत कर लेना
ओ मेरी जां जां जां जां जां
sorry, sorry गलती हो …
मोहब्बत हमने मांगी है मेहरबानी नहीं मांगी
तरसने को तड़पने को ज़िंदगानी नहीं मांगी
तुमने हमको चाहा ऐसे जैसे कोई एहसान किया
हम तो तुम पर जां देते हैं तुमने दिल मुश्किल से दिया
दिलबर क्या जो दिल तरसाता है
प्यार करना शायद तुम्हें नहीं आता है
ओ मेरी जां
मैं चलती हूँ
अजी बोलो कहां
कोई तुमसा न हो आशिक़ वहां
सह न सकोगी जुदाई
तुमसे अच्छी तो तन्हाई
हो ठहरो ठहरो दिल न तोड़ो
अरे जाओ बाबा पीछा छोड़ो
sorry, sorry गलती हो …
घड़ी भर को ज़िंदगी का न अब एहसान हम लेंगे
बिना तेरे अगर जीना पड़े तो जान हम देंगे
sorry, sorry गलती हो …
बात न रखना दिल में कोई तुम भी दिल को साफ़ करो
जां जां जां
sorry, sorry galtī ho gaī mujhko bābā māf karo
kuchh dūrī thī majbūrī thī tum hī khud iṅsāf karo
jī bhar ke śhikāyat kar lenā
āj ke din lekin mohabbat kar lenā
o merī jāṅ jāṅ jāṅ jāṅ jāṅ
sorry, sorry galtī ho …
mohabbat hamne māṅgī hai meharbānī nahīṅ māṅgī
tarasne ko taṛapne ko ziṅdgānī nahīṅ māṅgī
tumne hamko chāhā aise jaise koī ehsān kiyā
ham to tum par jāṅ dete haiṅ tumne dil muśhkil se diyā
dilbar kyā jo dil tarsātā hai
pyār karnā śhāyad tumheṅ nahīṅ ātā hai
o merī jāṅ
maiṅ chaltī hūṇ
ajī bolo kahāṅ
koī tumsā na ho āśhiq vahāṅ
sah na sakogī judāī
tumse achchhī to tanhāī
ho ṭhahro ṭhahro dil na toṛo
are jāo bābā pīchhā chhoṛo
sorry, sorry galtī ho …
ghaṛī bhar ko ziṅdgī kā na ab ehsān ham leṅge
binā tere agar jīnā paṛe to jān ham deṅge
sorry, sorry galtī ho …
bāt na rakhnā dil meṅ koī tum bhī dil ko sāf karo
jāṅ jāṅ jāṅ