सूरज कब दूर गगन से ... ये बन्धन तो प्यार का बन्धन है
कु: सूरज कब दूर गगन से चंदा कब दूर किरन से
ख़ुश्बू कब दूर पवन से कब दूर बहार चमन से
अ: ये बन्धन तो प्यार का बन्धन है जनमों का संगम है
उ: ये बन्धन तो …
अ: सूरज कब दूर …
उ: ख़ुश्बू कब दूर …
अ: ये बन्धन तो …
अ: तुम ही मेरे जीवन हो तुम्हें देख देख जी लूंगी -2
मैं तो तुम्हारी खातिर दुनिया का ज़हर पी लूंगी
कु: तेरे पावन चरणों में आकाश झुका देंगे हम
तेरी राहों में जो शोले हों तो खुद को बिछा देंगे हम
अ: ये बन्धन तो …
उ: ये बन्धन तो …
ममता के मंदिर की है तू सबसे प्यारी मूरत -2
भगवान नज़र आता है जब देखें तेरी सूरत
कु: जब जब दुनिया में आएं तेरा ही आँचल पाएं
जन्मों की दीवारों पर हम प्यार अपना लिख जाएं
अ: ये बन्धन तो …
उ: ये बन्धन तो …
अ: सूरज कब दूर …
तीनों: ये बन्धन तो …
ku: sūraj kab dūr gagan se chaṅdā kab dūr kiran se
khuśhbū kab dūr pavan se kab dūr bahār chaman se
a: ye bandhan to pyār kā bandhan hai janmoṅ kā saṅgam hai
u: ye bandhan to …
a: sūraj kab dūr …
u: khuśhbū kab dūr …
a: ye bandhan to …
a: tum hī mere jīvan ho tumheṅ dekh dekh jī lūṅgī -2
maiṅ to tumhārī khātir duniyā kā zahar pī lūṅgī
ku: tere pāvan charṇoṅ meṅ ākāśh jhukā deṅge ham
terī rāhoṅ meṅ jo śhole hoṅ to khud ko bichhā deṅge ham
a: ye bandhan to …
u: ye bandhan to …
mamtā ke maṅdir kī hai tū sabse pyārī mūrat -2
bhagvān nazar ātā hai jab dekheṅ terī sūrat
ku: jab jab duniyā meṅ āeṅ terā hī āṇchal pāeṅ
janmoṅ kī dīvāroṅ par ham pyār apnā likh jāeṅ
a: ye bandhan to …
u: ye bandhan to …
a: sūraj kab dūr …
tīnoṅ: ye bandhan to …