सूरज हुआ मद्धम चाँद जलने लगा
सूरज हुआ मद्धम चाँद जलने लगा
आसमां ये हाय क्यूँ पिघलने लगा
मैं ठहरा रहा ज़मीं चलने लगी
धड़का ये दिल साँस थमने लगी
ओ क्या ये मेरा पहला पहला प्यार है
सजना क्या ये मेरा पहला पहला प्यार है
हो आ
सूरज हुआ मद्धम चांद जलने लगा
आसमां ये हाय क्यूँ पिघलने लगा
मैं ठहरी रही ज़मीं चलने लगी
धड़का ये दिल साँस थमने लगी
हाँ क्या ये मेरा पहला पहला प्यार है
सजना क्या ये मेरा पहला पहला प्यार है
है खूबसूरत ये पल सब कुछ रहा है बदल
सपने हकीकत में जो ढल रहे हैं
क्या सदियों से पुराना है रिश्ता ये हमारा
के जिस तरह तुम से हम मिल रहे हैं
यूँ ही रहे हरदम प्यार का मौसम
यूँ ही मिलो हम से तुम जनम जनम
हूँ हूँ मैं ठहरा रहा ज़मीं चलने लगी
धड़का ये दिल साँस थमने लगी
हा क्या ये मेरा पहला पहला प्यार है
सजना क्या ये मेरा पहला पहला प्यार है
तेरे ही रंग से यूँ मैं तो रंगी हूँ सनम
पा के तुझे खुद से ही खो रही हूँ सनम
ओ माहिया वे
तेरे इश्क़ में हाँ डूब के पार मैं हो रही हूँ सनम
सागर हुआ प्यासा रात जगने लगी
शोलों के दिल में भी आग जलने लगी
मैं ठहरी रही ज़मीं चलने लगी
धड़का ये दिल साँस थमने लगी
हाँ क्या ये मेरा पहला पहला प्यार है
सजना क्या ये मेरा पहला पहला प्यार है
सूरज हुआ मद्धम चाँद जलने लगा
आसमां ये हाय क्यूँ पिघलने लगा
सजना क्या ये मेरा पहला पहला प्यार है
sūraj huā maddham chāṇd jalne lagā
āsmāṅ ye hāy kyūṇ pighalne lagā
maiṅ ṭhahrā rahā zamīṅ chalne lagī
dhaṛkā ye dil sāṇs thamne lagī
o kyā ye merā pahlā pahlā pyār hai
sajnā kyā ye merā pahlā pahlā pyār hai
ho ā
sūraj huā maddham chāṅd jalne lagā
āsmāṅ ye hāy kyūṇ pighalne lagā
maiṅ ṭhahrī rahī zamīṅ chalne lagī
dhaṛkā ye dil sāṇs thamne lagī
hāṇ kyā ye merā pahlā pahlā pyār hai
sajnā kyā ye merā pahlā pahlā pyār hai
hai khūbsūrat ye pal sab kuchh rahā hai badal
sapne hakīkat meṅ jo ḍhal rahe haiṅ
kyā sadiyoṅ se purānā hai riśhtā ye hamārā
ke jis tarah tum se ham mil rahe haiṅ
yūṇ hī rahe hardam pyār kā mausam
yūṇ hī milo ham se tum janam janam
hūṇ hūṇ maiṅ ṭhahrā rahā zamīṅ chalne lagī
dhaṛkā ye dil sāṇs thamne lagī
hā kyā ye merā pahlā pahlā pyār hai
sajnā kyā ye merā pahlā pahlā pyār hai
tere hī raṅg se yūṇ maiṅ to raṅgī hūṇ sanam
pā ke tujhe khud se hī kho rahī hūṇ sanam
o māhiyā ve
tere iśhq meṅ hāṇ ḍūb ke pār maiṅ ho rahī hūṇ sanam
sāgar huā pyāsā rāt jagne lagī
śholoṅ ke dil meṅ bhī āg jalne lagī
maiṅ ṭhahrī rahī zamīṅ chalne lagī
dhaṛkā ye dil sāṇs thamne lagī
hāṇ kyā ye merā pahlā pahlā pyār hai
sajnā kyā ye merā pahlā pahlā pyār hai
sūraj huā maddham chāṇd jalne lagā
āsmāṅ ye hāy kyūṇ pighalne lagā
sajnā kyā ye merā pahlā pahlā pyār hai