सूनी सूनी अँखियों में जुगनूं चमक उठे जब से मिला है
सूनी सूनी अँखियों में जुगनूं चमक उठे जब से मिला है तेरा प्यार
तुमने तो जैसे मेरा रंग ही बदल दिया कहां थे अभी तक यार
सूनी सूनी अँखियों …
कल भी यही जहां था लेकिन था फीका फीका
गुलों ने खिलना शमा ने जलना तेरी नज़र से सीखा
आज ज़रा देखो मेरी दुनिया का रूप सिंगार
सूनी सूनी अँखियों …
मैं भी बुझी बुझी थी चाहत की आरज़ू में
चहक उठी हूँ मेरे मिलन के गुलाब की खुश्बू में
मेरा हँसना मेरा गाना सब तेरा उपकार
सूनी सूनी अँखियों …
sūnī sūnī aṇkhiyoṅ meṅ jugnūṅ chamak uṭhe jab se milā hai terā pyār
tumne to jaise merā raṅg hī badal diyā kahāṅ the abhī tak yār
sūnī sūnī aṇkhiyoṅ …
kal bhī yahī jahāṅ thā lekin thā phīkā phīkā
guloṅ ne khilnā śhamā ne jalnā terī nazar se sīkhā
āj zarā dekho merī duniyā kā rūp siṅgār
sūnī sūnī aṇkhiyoṅ …
maiṅ bhī bujhī bujhī thī chāhat kī ārazū meṅ
chahak uṭhī hūṇ mere milan ke gulāb kī khuśhbū meṅ
merā hṇsnā merā gānā sab terā upkār
sūnī sūnī aṇkhiyoṅ …