सोने के जैसी है मेरी जवानी आके चुरा ले तू दिलबर जानी
सोने के जैसी है मेरी जवानी
आके चुरा ले तू दिलबर जानी
सारा जहाँ पड़ा है पीछे
खुद को भला संभालूँ कैसे
दे जा तू छल्ला निशानी
आके चुरा ले …
कुछ कर ले
ओ शोला दबा कबसे भड़क ना जाए रे
सीने में है जो दिल धड़क ना जाए रे
पलकों में मुझको बसा ले तू
होंठों से मुझको लगा ले तू
अरे जागीर है ये हुस्न तेरा
तेरे लिए है सब कुछ मेरा
कुर्बान तुझपे दीवानी
आके चुरा ले …
रेशम वाली चुनरी सरक गई जोबन से ओ
अब तो लिपट जा तू अनाड़ी मेरे दामन से हो
हालत है क्या कही ना जाए
दूरी ज़रा सही ना जाए
तू बादशाह मैं तेरी बेगम
होगी कभी ये चाहत ना कम
तेरी है ये ज़िंदगानी
आके चुरा ले …
sone ke jaisī hai merī javānī
āke churā le tū dilbar jānī
sārā jahāṇ paṛā hai pīchhe
khud ko bhalā saṅbhālūṇ kaise
de jā tū chhallā niśhānī
āke churā le …
kuchh kar le
o śholā dabā kabse bhaṛak nā jāe re
sīne meṅ hai jo dil dhaṛak nā jāe re
palkoṅ meṅ mujhko basā le tū
hoṅṭhoṅ se mujhko lagā le tū
are jāgīr hai ye husn terā
tere lie hai sab kuchh merā
kurbān tujhpe dīvānī
āke churā le …
reśham vālī chunrī sarak gaī joban se o
ab to lipaṭ jā tū anāṛī mere dāman se ho
hālat hai kyā kahī nā jāe
dūrī zarā sahī nā jāe
tū bādśhāh maiṅ terī begam
hogī kabhī ye chāhat nā kam
terī hai ye ziṅdgānī
āke churā le …