Sonaa kitnaa sonaa hai sone jaisaa ... too meraa hero number one

सोना कितना सोना है सोने जैसा ... तू मेरा हेरो नुम्बेर ओने
Work
Year
Language

सोना कितना सोना है सोने जैसा तेरा मन
सुन ज़रा सुन क्‌या कहती है दीवाने दिल की धड़कन
तू मेरा तू मेरा तू मेरा तू मेरा तू मेरा hero number one

हीरो तू मेरा हीरो है विलेन जैसा काम न कर
सपनों की इस रानी को ऐसे तो बदनाम न कर
दीवाने यार कहता है प्यार अच्छा नहीं दीवानापन
तू मेरा तू मेरा …

अन्दर कितनी गर्मी है बाहर कितनी सर्दी है
तूने बेदर्दी मेरी हालत कैसी कर दी है
दिल में बसा ले अपना बना ले यूं न बढ़ा मेरी उलझन
तू मेरा तू मेरा …

sonā kitnā sonā hai sone jaisā terā man
sun zarā sun k‌yā kahtī hai dīvāne dil kī dhaṛkan
tū merā tū merā tū merā tū merā tū merā hero number one

hīro tū merā hīro hai vilen jaisā kām na kar
sapnoṅ kī is rānī ko aise to badnām na kar
dīvāne yār kahtā hai pyār achchhā nahīṅ dīvānāpan
tū merā tū merā …

andar kitnī garmī hai bāhar kitnī sardī hai
tūne bedardī merī hālat kaisī kar dī hai
dil meṅ basā le apnā banā le yūṅ na baṛhā merī uljhan
tū merā tū merā …