सोन पापड़ी मेरी ... सोन हलवे मेरे
सोन पापड़ी मेरी सोन पापड़ी
प्यार का मीठा स्वाद चखा दे सोच रही क्या खड़ी
सोन हलवे मेरे सोन हलवे
चख ले मेरे होंठों का रस देख जवानी के जलवे
सोन पापड़ी …
मक्खन जैसा जिस्म है तेरा मिश्री तेरे गालों में
अरे हो गया ये मतवाला जीवन सत्रह अट्ठरह सालों में
दिल चाहे बाहों में ले के देखूं तुझको घड़ी घड़ी
सोन पापड़ी …
चींटी जैसी चिपक गई मैं तेरी मीठी बातों में
तेरे ही बारे में सोचूं करवट लेके रातों में
तेरी चाहत की गर्मी से जलता है मेरा तन भी
सोन पापड़ी …
son pāpaṛī merī son pāpaṛī
pyār kā mīṭhā svād chakhā de soch rahī kyā khaṛī
son halve mere son halve
chakh le mere hoṅṭhoṅ kā ras dekh javānī ke jalve
son pāpaṛī …
makkhan jaisā jism hai terā miśhrī tere gāloṅ meṅ
are ho gayā ye matvālā jīvan satrah aṭṭharah sāloṅ meṅ
dil chāhe bāhoṅ meṅ le ke dekhūṅ tujhko ghaṛī ghaṛī
son pāpaṛī …
chīṅṭī jaisī chipak gaī maiṅ terī mīṭhī bātoṅ meṅ
tere hī bāre meṅ sochūṅ karavaṭ leke rātoṅ meṅ
terī chāhat kī garmī se jaltā hai merā tan bhī
son pāpaṛī …