सोलह खतम सत्रह शुरू रात दिन लुटने का खतरा शुरू
सोलह खतम सत्रह शुरू रात दिन लुटने का खतरा शुरू
अब क्या करूं मैं कैसे बचूं मैं तौबा हुआ कैसा लफ़ड़ा शुरू
सोलह खतम सत्रह शुरू …
घर से निकलना मुश्किल हुआ रस्ते पे चलना मुश्किल हुआ
यहां जाऊं Hi madam वहां जाऊं Hi madam
Hello madam चलो madam madam
अब क्या करूं मैं …
आगे खड़े कुछ पीछे खड़े दीवाने मेरे पीछे पड़े
किसी को लैला लगूं किसी को मैं शीरी लगूं
किसी को मैं हीर लगूं लैला लगूं शीरी लगूं
हीर लगूं लैला लगूं हाय
अब क्या करूं मैं …
solah khatam satrah śhurū rāt din luṭne kā khatrā śhurū
ab kyā karūṅ maiṅ kaise bachūṅ maiṅ taubā huā kaisā lafaṛā śhurū
solah khatam satrah śhurū …
ghar se nikalnā muśhkil huā raste pe chalnā muśhkil huā
yahāṅ jāūṅ Hi madam vahāṅ jāūṅ Hi madam
Hello madam chalo madam madam
ab kyā karūṅ maiṅ …
āge khaṛe kuchh pīchhe khaṛe dīvāne mere pīchhe paṛe
kisī ko lailā lagūṅ kisī ko maiṅ śhīrī lagūṅ
kisī ko maiṅ hīr lagūṅ lailā lagūṅ śhīrī lagūṅ
hīr lagūṅ lailā lagūṅ hāy
ab kyā karūṅ maiṅ …