सोजा चंदा राजा सोजा चल सपनों में चल्
सोजा चंदा राजा सोजा चल सपनों में चल
नींद की परियां पहन के आईं पैरों में पायल
तुझको अपने नरम परों पर लेकर जाएंगी
सोने का इक देस है जिसकी सैर कराएंगी
धरती से कुछ दूर कहीं सात समंदर पार
आकाशों के बीच है सपनों का संसार
वो ज़मीं है प्यार की वहां सिर्फ़ प्यार है
मेरे चाँद जा वहां तेरा इन्तज़ार है
सोजा चंदा राजा …
जिन परियों के हुस्न पे जन्नत हो क़ुरबान
उन परियों के देश में होगा तू मेहमान
है नई कहानियाँ जो तुझे सुनाएंगी
तेरे साथ नाचेंगी तेरे साथ गाएंगी
सोजा चंदा राजा …
sojā chaṅdā rājā sojā chal sapnoṅ meṅ chal
nīṅd kī pariyāṅ pahan ke āīṅ pairoṅ meṅ pāyal
tujhko apne naram paroṅ par lekar jāeṅgī
sone kā ik des hai jiskī sair karāeṅgī
dhartī se kuchh dūr kahīṅ sāt samaṅdar pār
ākāśhoṅ ke bīch hai sapnoṅ kā saṅsār
vo zamīṅ hai pyār kī vahāṅ sirf pyār hai
mere chāṇd jā vahāṅ terā intazār hai
sojā chaṅdā rājā …
jin pariyoṅ ke husn pe jannat ho qurbān
un pariyoṅ ke deśh meṅ hogā tū mehmān
hai naī kahāniyāṇ jo tujhe sunāeṅgī
tere sāth nācheṅgī tere sāth gāeṅgī
sojā chaṅdā rājā …