Sochtaa hoon ye k‌yaa kiyaa mainne

सोचता हूँ ये क्‌या किया मैंने
Year
Language

मु: सोचता हूँ ये क्‌या
ये क्‌या किया मैंने
क्‌या ये सरदर्द ले लिया मैंने

ल: सोचती हूँ ये क्‌या
ये क्‌या किया मैंने
क्‌यों ये सरदर्द ले लिया मैंने

मु: कौन है ये कहाँ से आई है
ये तो अपनी नहीं पराई है
ऐसी चंचल शरीर और झूठी
फिर भी दिल को ये ऐसी भाई है
हाथ हाथों में ले लिया मैंने
दिल-ए-नादां ये क्‌या किया मैंने
सोचता हूँ ये क्‌या…

ल: देख कर यूं वो मुस्कुराया क्‌यूं
मुस्कुराया था पास आया क्‌यूं
नाक इतनी सी आप इतना सा
फिर भी मेरी नज़र को भाया क्‌यूं
इसको अर्पन किया हिया मैंने
दिल-ए-नादां ये क्‌या किया मैंने

मु: रात दिन इश्क़ का जो रोना था
ल: लीजिये हो गया जो होना था
मु: ये जो क़ाफ़िर धड़क रहा है यहाँ
इस ने एक दिन मुझे डुबोना था
दिल-ए-नादां ये क्‌या किया मैंने
ल: जो किया ठीक ही किया मैंने
दिल का रौशन किया दीया मैंने
मु: सोचता हूँ ये क्‌या…

mu: sochtā hūṇ ye k‌yā
ye k‌yā kiyā maiṅne
k‌yā ye sardard le liyā maiṅne

la: sochtī hūṇ ye k‌yā
ye k‌yā kiyā maiṅne
k‌yoṅ ye sardard le liyā maiṅne

mu: kaun hai ye kahāṇ se āī hai
ye to apnī nahīṅ parāī hai
aisī chaṅchal śharīr aur jhūṭhī
phir bhī dil ko ye aisī bhāī hai
hāth hāthoṅ meṅ le liyā maiṅne
dil-e-nādāṅ ye k‌yā kiyā maiṅne
sochtā hūṇ ye k‌yā…

la: dekh kar yūṅ vo muskurāyā k‌yūṅ
muskurāyā thā pās āyā k‌yūṅ
nāk itnī sī āp itnā sā
phir bhī merī nazar ko bhāyā k‌yūṅ
isko arpan kiyā hiyā maiṅne
dil-e-nādāṅ ye k‌yā kiyā maiṅne

mu: rāt din iśhq kā jo ronā thā
la: lījiye ho gayā jo honā thā
mu: ye jo qāfir dhaṛak rahā hai yahāṇ
is ne ek din mujhe ḍubonā thā
dil-e-nādāṅ ye k‌yā kiyā maiṅne
la: jo kiyā ṭhīk hī kiyā maiṅne
dil kā rauśhan kiyā dīyā maiṅne
mu: sochtā hūṇ ye k‌yā…