सोचना है क्या... जाने क्या होगा ... सोचा नहीं था ... ये क्या हो गया
Collar को थोड़ा सा ऊपर चढ़ा के
cigarette के धुएँ का छल्ला बना के
सोचना है क्या जो होना है होगा
चल पड़े हैं फ़िक़्र यार धुएं में उड़ा के
जाने क्या होगा रामा रे
जाने क्या होगा मौला रे
dollar भी चाहिए इन्हें pound भी चाहिए
सोने के सिक्कों का sound भी चाहिए
हे बंदा ये ढीठ है ये कुछ नहीं जानता
इस को जो मांगता तो माल पानी मांगता
सोचना है क्या …
अपने बेगाने ये सब छोड़ आए
प्यार की रस्मों को ये तोड़ आए
अंजाने रास्तों के वास्ते ये
ज़िंदगी से भी मुँह मोड़ आए
सोचना है क्या …
ख़ुद पे भरोसा है ख़ुद पे यकीन है
कर लेंगे काम चाहें जितना संगीन है
पक्के हैं इन के जो दिल में इरादे
है आसमां इन का इन की ज़मीन है
सोचना है क्या …
सोचा नहीं था तक़दीर यहाँ लाएगी
मंज़िल पे आते ही जान चली जाएगी
ओ ये तो सिकंदर ने भी नहीं था सोचा
आने से पहले ख़ुशी लौट जाएगी
हम ने सोचा था क्या और क्या से क्या हुआ
जा रहे हैं आज ये ज़माने को बता के
ये क्या हो गया रामा रे
ये क्या हो गया मौला रे
तेरा कुसूर था या मेरा कुसूर था
तेरा गुरूर था या मेरा गुरूर था
रब्बा मैं इतना बुरा नहीं होता
तू अगर बेवफ़ा नहीं होता
इतना बता मुझे क्या मिला तुझे
गम के ये काँटे मेरी राहों में बिछा के
ये क्या हो गया …
Collar ko thoṛā sā ūpar chaṛhā ke
cigarette ke dhueṇ kā chhallā banā ke
sochnā hai kyā jo honā hai hogā
chal paṛe haiṅ fiqr yār dhueṅ meṅ uṛā ke
jāne kyā hogā rāmā re
jāne kyā hogā maulā re
dollar bhī chāhie inheṅ pound bhī chāhie
sone ke sikkoṅ kā sound bhī chāhie
he baṅdā ye ḍhīṭh hai ye kuchh nahīṅ jāntā
is ko jo māṅgtā to māl pānī māṅgtā
sochnā hai kyā …
apne begāne ye sab chhoṛ āe
pyār kī rasmoṅ ko ye toṛ āe
aṅjāne rāstoṅ ke vāste ye
ziṅdgī se bhī muṇh moṛ āe
sochnā hai kyā …
khud pe bharosā hai khud pe yakīn hai
kar leṅge kām chāheṅ jitnā saṅgīn hai
pakke haiṅ in ke jo dil meṅ irāde
hai āsmāṅ in kā in kī zamīn hai
sochnā hai kyā …
sochā nahīṅ thā taqdīr yahāṇ lāegī
maṅzil pe āte hī jān chalī jāegī
o ye to sikaṅdar ne bhī nahīṅ thā sochā
āne se pahle khuśhī lauṭ jāegī
ham ne sochā thā kyā aur kyā se kyā huā
jā rahe haiṅ āj ye zamāne ko batā ke
ye kyā ho gayā rāmā re
ye kyā ho gayā maulā re
terā kusūr thā yā merā kusūr thā
terā gurūr thā yā merā gurūr thā
rabbā maiṅ itnā burā nahīṅ hotā
tū agar bevafā nahīṅ hotā
itnā batā mujhe kyā milā tujhe
gam ke ye kāṇṭe merī rāhoṅ meṅ bichhā ke
ye kyā ho gayā …